Bigadne De Lyrics – 83 | Benny Dayal

Bigadne De Lyrics

Isi umar mein toh karta hai dil Khwahishein girne fisalne ki Arre ye bhi koi umar hai kya Sambhalne ki
Yahi jawani ban jani hai vajah Bewajah itraa ke chalne ki Arre ye bhi koi umar hai kya Sambhalne ki
Ho logo ke dar se Hum apne dil ki Masti kyu khone de
Harkat se apni naaraj duniya Hoti hai hone de
Bigadne de hume zara Sudhar ke kya karenge hum Bigadne de jo dil mein aayega Wahi karenge hum
Bigadne de hume zara Sudhar ke kya karenge hum Bigadne de kisi ke baap se Nahi darenge hum
Bigadne de bigadne de Bigadne de bigadne de
Sidha saral hai ye falsafa Mile jo khushiyan rakhle Gam ko kar dafa
Bas ye jo pal hai Hai kaam ka Iske aalawa sab bematlab khamakha
Ho awaargi mein aiyashiyon mein Saamein dubone de Harkat se naaraj duniya Hoti hai hone de
Bigadne de hume zara Sudhar ke kya karenge hum Bigadne de jo dil mein aayega Wahi karenge hum
Bigadne de hume zara Sudhar ke kya karenge hum Bigadne de kisi ke baap se Nahi darenge hum
Bigadne de bigadne de Bigadne de bigadne de Bigadne de bigadne de Bigadne de bigadne de
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Bigadne De

Album: 83

Artist: Benny Dayal

Actor: Ranveer Singh

Lyricist: Ashish Pandit

Musician: Pritam

Label: Zee Music Company