Casanova Lyrics – King | Rahul Sathu
Casanova Lyrics
Kabhi fir na milein Na aap shikwa karein Zamana bole casanova Ab jana hum kya karein?
Kabhi fir na milein Na aap shikwa karein Zamana bole casanova Ab jana hum kya karein?
I never break a heart Ye cheezein mujhpe nahi jachti Oo baby i never play that part Tu kya hi nikaalegi galti
Main tere saamne fir tere peeche Kyun ilzaamon ki kashti Main kyun hi churaunga jeetne mein Jab der nahi lagti
Kehti dil ye mera tha seene mein Jab raat ko soyi thi Shayad tu hi hai vo jiski vajah se Baad me royi thi
Pata hi na chala Tujhse pyaar ho gaya Darwaza dekhti rahi Intezaar ho gaya
Kabhi fir na milein Na aap shikwa karein Zamana bole casanova Ab jana hum kya karein?
Tu hi kehti kehti thi Pyaar na karenge hum Maine bola tha kho dunga tujhko To dhoondhega tera sanam!
Teri galti hui Aise bichhde hum Tune khel ke tode usool Ab na rakhna koi bharam
In hothon mein band baatein teri meri Raaz na kahi khul jaaye Kisi raste milo tum kabhi Ek duje ko dekhke hass jayein
Aur ghuzro tum saamne aage ko badh jao Peeche fir mudna nahi Zamana ye padhlega nazron ki baatein humari Main tujhse bas kehna yahi
Jo kabhi hum na milein Na aap shikwa karein Zamana bole casanova Ab jana hum kya karein?
Kabhi fir na milein Na aap shikwa karein Zamana bole casanova Ab jana hum kya karein?
Casanova  Casanova 
        Song Credits
Song: Casanova
Album: The Gorilla Bounce
Artist: King, Rahul Sathu
Actor: King, Rahul Sathu
Lyricist: King
Musician: King
