Chand Ka Tukda Lyrics – Tony Kakkar

Chand Ka Tukda Lyrics

Duniya kehti tumko chand ka tukda, Duniya kehti tumko chand ka tukda.
Na samajh hain voh unhe pata nahin, Na samajh hain voh unhe pata nahin, Ke chand tumhara hain tukda.
Duniya kehti tumko chand ka tukda, Na samajh hain voh unhe pata nahin, Ke chand tumhara hain tukda, Duniya kehti tumko chand ka tukda.
Ghar se na niklo tum kabhi bhi shaam ko, Bhool jayenge log dekhna chand ko, Bina srinagar kitna chehre pe noor hain, Maikhano me bhi nahin voh, Naino me suroor hain, Naino me suroor hain.
Nahin dekhna taj mahal ab, Dekh liya tera tera mukhda, Na samajh hain voh unhe pata nahin, Ke chand tumhara hain tukda, Duniya kehti tumko chand ka tukda.
Suraj ki laali tere hothon pe rehti hain, Nadiya deewani tere ashkon se behti hain, Sangmarmar sa badan khuda ne tarasha hain, Tujhe kya pata tera samandar bhi pyasa hain, Samandar bhi pyaasa hain.
Srinagar ki nahin zarurat, Kitna sundar mukhda, Na samajh hain voh unhe pata nahin, Ke chand tumhara hain tukda, Duniya kehti tumko chand ka tukda.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Chand Ka Tukda

Artist: Tony Kakkar

Lyricist: Tony Kakkar

Musician: Tony Kakkar

Label: Desi Music Factory