Chumma Chumma Lyrics – Nakash Aziz | Neeti Mohan
Chumma Chumma Lyrics
Ho dil ye awara Par ghar tere aaya tha Leke sang sehra Baraat bhi laya tha

Ek hi jhalak mein Hum tere ho jayenge Delhi se aaye hai Dil bhi le jayenge
Tere liye jaan kaafi Lafde karein hai Ek nahi 200 se Jhagde karein hai
Teri muskaan liye Hathon mein jaan liye Chat ke niche khade hai
Teekhi si baaton ko Meethi hawa deke
Dil ye tabah karta hai Bas chumma chumma karta hai Jane kaisa nasha karta hai Haan bas chumma chumma karta hai
Arey dil ye tabah karta hai Bas chumma chumma karta hai Jane kaisa nasha karta hai Haan bas chumma chumma karta hai
Oh chumma Dede dede dede
Itr laga ke roz roz aake Kahe tu humpe hai dora lagaye Tu bata de kya tu chahe Kahe tu humse hai sapne sajaye
Ho itr laga ke roz roz aake Kahe tu humpe hai dora lagaye Tu bata de kya tu chahe Kahe tu humse hai sapne sajaye
Tere liye jaan kaafi Lafde karein hai Ek nahi 200 se Jhagde karein hai
Teri muskaan liye Hathon mein jaan liye Chat ke niche khade hai
Teekhi si baaton ko Meethi hawa deke
Dil ye tabah karta hai Bas chumma chumma karta hai Jane kaisa nasha karta hai Haan bas chumma chumma karta hai
Arey dil ye tabah karta hai Bas chumma chumma karta hai Jane kaisa nasha karta hai Haan bas chumma chumma karta hai
Dil ye tabah karta hai Bas chumma chumma karta hai Jane kaisa nasha karta hai Haan bas chumma chumma karta hai
Song Credits
Song: Chumma Chumma