Chumma Chumma Lyrics – Nakash Aziz | Neeti Mohan

Chumma Chumma Lyrics

Ho dil ye awara, Par ghar tere aaya tha, Leke sang sehra, Baraat bhi laya tha.

Ek hi jhalak mein, Hum tere ho jayenge, Delhi se aaye hai, Dil bhi le jayenge.
Tere liye jaan kaafi, Lafde karein hai, Ek nahi 200 se, Jhagde karein hai.
Teri muskaan liye, Hathon mein jaan liye, Chat ke niche khade hai.
Teekhi si baaton ko, Meethi hawa deke.
Dil ye tabah karta hai, Bas chumma chumma karta hai, Jane kaisa nasha karta hai, Haan bas chumma chumma karta hai.
Arey dil ye tabah karta hai, Bas chumma chumma karta hai, Jane kaisa nasha karta hai, Haan bas chumma chumma karta hai.
Oh chumma, Dede dede dede.
Itr laga ke roz roz aake, Kahe tu humpe hai dora lagaye, Tu bata de kya tu chahe, Kahe tu humse hai sapne sajaye.
Ho itr laga ke roz roz aake, Kahe tu humpe hai dora lagaye, Tu bata de kya tu chahe, Kahe tu humse hai sapne sajaye.
Tere liye jaan kaafi, Lafde karein hai, Ek nahi 200 se, Jhagde karein hai.
Teri muskaan liye, Hathon mein jaan liye, Chat ke niche khade hai.
Teekhi si baaton ko, Meethi hawa deke.
Dil ye tabah karta hai, Bas chumma chumma karta hai, Jane kaisa nasha karta hai, Haan bas chumma chumma karta hai.
Arey dil ye tabah karta hai, Bas chumma chumma karta hai, Jane kaisa nasha karta hai, Haan bas chumma chumma karta hai.
Dil ye tabah karta hai, Bas chumma chumma karta hai, Jane kaisa nasha karta hai, Haan bas chumma chumma karta hai.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Chumma Chumma