Chumma Lyrics (Vicky Vidya Ka Woh Wala Video) – Pawan Singh
Chumma Lyrics - Vicky Vidya Ka Woh Wala Video
Jab se gayi hai tu maayke Main betha na nahaai ke Bhula main swaad bhi chai ke
Jab se gayi hai tu maayke Main betha na nahaai ke Bhula main swaad bhi chai ke
Kya hua voh tera waada Ro ro ke hua main aadha Jaan le le muh dikhai ke
O meri cutie o meri cutie O meri cutie tere haathon ki Send kar photo Main miss karun chumma tera
O meri cutie tere hothon ki Send kar photo Main miss karun chumma tera
Maaf karna mere munh se nikal gaya Arama mera (arama mera)
O meri cutie tere hothon ki Send kar photo Main miss karun chumma tera
Hai tumhari baatein batheri Baaton se man behlaao naa Hai tumhari baatein batheri Baaton se mann behlaao naa
Kya karoge photo ka meri Aake mujhko le jao naa Rasta ab to dekhe meri amma tera
Baby business mein busy hai Balma tera (balma tera)
O meri cutie o meri cutie O meri cutie tere haathon ki Send kar photo Main miss karun chuma tera
O meri cutie tere hothon ki Send kar photo Main miss karun chumma tera
        Song Credits
Song: Chumma
Album: Vicky Vidya Ka Woh Wala Video
Artist: Mansa Jimmy, Pawan Singh, Rupali Jagga, Rupesh Mishra
Director: Raaj Shaandilyaa
Lyricist: Vayu
Musician: Sachin-Jigar
Label: T-Series
