Dard
Bhale roz rulanaHassa bhi denaBhale roz rulanaHassa bhi dena
Sau dafa ruthon toIk baar mana bhi lenaSau dafa ruthon toIk baar mana bhi lena
Kabhi dil ko dukhanaWafa bhi denaKabhi dil ko dukhanaWafa bhi dena
Jo zakhm do to mujhe yaarDawa bhi denaJo zakhm do to mujhe yaarDawa bhi dena
Dard mera tu haiDil tujhe chahta kyun haiYun hi behtar tha naTanha kiya kyun aa kar
Haal bura kyun haiSab kuch janta tu haiNahi mud kar aanaTujhe jana ho agar
Chahe shartein sau rakhoDil mein jo aaye karoHumse door jana na magar
Chahe do aansu mujhePar khushiyan bhi karoMere naam thodi hamsafar
Kya zyada mangte hainBas itna chahte hain
Nazar chahe churanaMila bhi lenaNazar chahe churanaMila bhi lena
Kabhi dil todna padeTo wajah bhi denaKabhi dil todna padeTo wajah bhi dena
Balayein do to mujheDua bhi denaBalayein do to mujheDua bhi dena
Chupa lo jo bhi magarAake bata bhi denaChupa lo jo bhi magarAake bata bhi dena
Dard mera tu haiDil tujhe chahta kyun haiYun hi behtar tha naTanha kiya kyun aa kar
Haal bura kyun haiSab kuch janta tu haiNahi mud kar aanaTujhe jana ho agar
Watch now
Dard Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Asim Azhar
Words by
Kunaal Vermaa
Music by
Qasim Azhar
Music label
Asim Azhar
Featuring
Alishba Khan, Asim Azhar, Dur-e-Fishan Saleem, Mahnoor Pervez, Munib Nawaz
FAQ
Good to know
Who sings Dard?
Dard is performed by Asim Azhar.
Who wrote the lyrics for Dard?
The lyrics for Dard were written by Kunaal Vermaa.
Who composed the music for Dard?
The music for Dard was composed by Qasim Azhar.
Which music label released Dard?
Dard is associated with Asim Azhar.
Who is featured in Dard?
Alishba Khan, Asim Azhar, Dur-e-Fishan Saleem, Mahnoor Pervez and Munib Nawaz is featured in Dard.
