Dharam Lyrics – D.Abdul

Dharam Lyrics

Hindu ya muslim ya sikh isai Mil ke nai rehte par kyun aisa bhai Hindu ya muslim ya sikh isai Chalo bhed bhav ki karde Hum milke tabahi
Hindu ya muslim ya sikh isai Mil ke nai rehte par kyun aisa bhai Hindu ya muslim ya sikh isai Chalo bhed bhav ki karde Hum milke tabahi
Karte raho apas me tum sab ladai Aur kuch log hai baithe jo khate malai Kya haq ke liye kabhi awaz uthai Par jisne uthai toh kuch media dabai
News jabbi dekhu toh fir khabar aai Kahi pe rape hota kahi pe murder Aur dange me bandh hote sblog ke shutter Fir gande bhi hore h ye saare jo gutter
Bande bhi apas me nahi hore brother Bhul gaye kyu ye desh ki kadar Bhule agar toh fir yaad dilata hu Din wo azadi ka wapas se laata hu
Kitne shahid hue ye bhi batata hu Ekta ki roshni toh dekh bhi nahi pata hu Sachi h baate na khudse banata hu Janta se inta bass kehna mai chahta hu
Hindu ya muslim ya sikh isai Mil ke nai rehte par kyun aisa bhai Hindu ya muslim ya sikh isai Chalo bhed bhav ki karde Hum milke tabahi
Hindu ya muslim ya sikh isai Mil ke nai rehte par kyun aisa bhai Hindu ya muslim ya sikh isai Chalo bhed bhav ki karde Hum milke tabahi
Aaj kal mai dekhu ki jaat dharam hora hai Bhed bhao q karte ki kaala aur gora hai Maal wala bada aur dil wala chota hai Katal pe katal aur kanoon bhi sora hai Ye sab kuch karke bass lafda hi hora hai Tum sb ho khush apna malik bhi rora hai Din aisa aaya ki khudko tu choda hai
Apas me lafda aur ekta ko toda hai Usne hume khali apas me joda hai Humne hi raste ko akhir me moda hai Foda h matka jo niyat kharab Acche din aayenge dedo hisab Chotay paiso se nahi hum dilse nawab
Hafta jb maange toh ye lona sahab Chalo kholo kitab tum kisi bhi dharam ki Par padhne ke baad lage harkat sharam ki Bss ladke ye aapas me dete h dhamki Na na chidiya azad hai ye baate h gam ki
Ye rape kare khule aam naari bhi nangi Aur bhul jaate fir ye ki ghr mein hai ladki Toh kaato fir inka jab zyda hai chadti Na kaate ye sar khali chawki me bharti Bss shoot karo video aur badh jaati gardi Isiliye kutto ki badh gai charbi
Dharam ke naam pe hai kai saare tharki Baate achanak se likhta mai jabbi Toh duniya ye asli na mujhko h lagti Asli h duniya tu socha kya kab bhi Na dharam aur jaati ki baate h nakli
Amal toh karo par bano na farzi Ke dharam k naam pe hum kare jo marzi Na dharam sikhata ke karle tu galti Takat jo haiwan ki tujhme h palti
Wo takat toh marti par lagti h shakti Wo shakti h soch lekin raste se bhatki Fir bachte hai thode toh unki h satki Baate h sacchi na deta mai latki Ke mil ke chal rehte hum apas me bacchi
Hindu ya muslim ya sikh isai Mil ke nai rehte par kyun aisa bhai Hindu ya muslim ya sikh isai Chalo bhed bhav ki karde Hum milke tabahi
Hindu ya muslim ya sikh isai Mil ke nai rehte par kyun aisa bhai Hindu ya muslim ya sikh isai Chalo bhed bhav ki karde Hum milke tabahi
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Dharam

Artist: D.Abdul

Lyricist: D.Abdul

Musician: D.Abdul