Now readingD.Abdul

Dharam

Dharam

Dharam

Hindu ya muslim ya sikh isaiMil ke nai rehte par kyun aisa bhaiHindu ya muslim ya sikh isaiChalo bhed bhav ki kardeHum milke tabahi
Hindu ya muslim ya sikh isaiMil ke nai rehte par kyun aisa bhaiHindu ya muslim ya sikh isaiChalo bhed bhav ki kardeHum milke tabahi
Karte raho apas me tum sab ladaiAur kuch log hai baithe jo khate malaiKya haq ke liye kabhi awaz uthaiPar jisne uthai toh kuch media dabai
News jabbi dekhu toh fir khabar aaiKahi pe rape hota kahi pe murderAur dange me bandh hote sblog ke shutterFir gande bhi hore h ye saare jo gutter
Bande bhi apas me nahi hore brotherBhul gaye kyu ye desh ki kadarBhule agar toh fir yaad dilata huDin wo azadi ka wapas se laata hu
Kitne shahid hue ye bhi batata huEkta ki roshni toh dekh bhi nahi pata huSachi h baate na khudse banata huJanta se inta bass kehna mai chahta hu
Hindu ya muslim ya sikh isaiMil ke nai rehte par kyun aisa bhaiHindu ya muslim ya sikh isaiChalo bhed bhav ki kardeHum milke tabahi
Hindu ya muslim ya sikh isaiMil ke nai rehte par kyun aisa bhaiHindu ya muslim ya sikh isaiChalo bhed bhav ki kardeHum milke tabahi
Aaj kal mai dekhu ki jaat dharam hora haiBhed bhao q karte ki kaala aur gora haiMaal wala bada aur dil wala chota haiKatal pe katal aur kanoon bhi sora haiYe sab kuch karke bass lafda hi hora haiTum sb ho khush apna malik bhi rora haiDin aisa aaya ki khudko tu choda hai
Apas me lafda aur ekta ko toda haiUsne hume khali apas me joda haiHumne hi raste ko akhir me moda haiFoda h matka jo niyat kharabAcche din aayenge dedo hisabChotay paiso se nahi hum dilse nawab
Hafta jb maange toh ye lona sahabChalo kholo kitab tum kisi bhi dharam kiPar padhne ke baad lage harkat sharam kiBss ladke ye aapas me dete h dhamkiNa na chidiya azad hai ye baate h gam ki
Ye rape kare khule aam naari bhi nangiAur bhul jaate fir ye ki ghr mein hai ladkiToh kaato fir inka jab zyda hai chadtiNa kaate ye sar khali chawki me bhartiBss shoot karo video aur badh jaati gardiIsiliye kutto ki badh gai charbi
Dharam ke naam pe hai kai saare tharkiBaate achanak se likhta mai jabbiToh duniya ye asli na mujhko h lagtiAsli h duniya tu socha kya kab bhiNa dharam aur jaati ki baate h nakli
Amal toh karo par bano na farziKe dharam k naam pe hum kare jo marziNa dharam sikhata ke karle tu galtiTakat jo haiwan ki tujhme h palti
Wo takat toh marti par lagti h shaktiWo shakti h soch lekin raste se bhatkiFir bachte hai thode toh unki h satkiBaate h sacchi na deta mai latkiKe mil ke chal rehte hum apas me bacchi
Hindu ya muslim ya sikh isaiMil ke nai rehte par kyun aisa bhaiHindu ya muslim ya sikh isaiChalo bhed bhav ki kardeHum milke tabahi
Hindu ya muslim ya sikh isaiMil ke nai rehte par kyun aisa bhaiHindu ya muslim ya sikh isaiChalo bhed bhav ki kardeHum milke tabahi
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Dharam Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Dharam?

Dharam is performed by D.Abdul.

Who wrote the lyrics for Dharam?

The lyrics for Dharam were written by D.Abdul.

Who composed the music for Dharam?

The music for Dharam was composed by D.Abdul.