Dhokha Lyrics (Sarfira) – Mika Singh

Dhokha Lyrics - Sarfira

Chhappan inchi le ke chhati Dariya jaisa bahne ka
Aune paune load na le Saala wat me rahne ka
Apne jigre mein hai dam Baaki saare paani kam Apni story ke hero Hum hain bete kewal hum!
Duniya kya hai dhokha hai Lahar se ladti nauka hai Magaj ko mamu baaju rakh Naach matak ke, mauka hai
Duniya kya hai dhokha hai Lahar se ladti nauka hai Magaj ko mamu baaju rakh Naach matak ke mauka hai
Hey baba ji ne kaha hai jo Wahi sahi hai re pakiya Chillam chilli kare hai kyon Laga ke so ja do takiya
Maza maza na maza ho kamm Hawa mein ek din udna hai Dhuaan dhuaan hai dhuaan hain hum Kya leke aaya hai kya le ke jayega
Duniya kya hai dhokha hai Lahar se ladti nauka hai Magaj ko mamu baaju rakh Naach matak ke mauka hai
Duniya kya hai dhokha hai Lahar se ladti nauka hai Magaj ko mamu baaju rakh Naach matak ke mauka hai
Kahan pada hai chakkar mein Koi nahin hai takkar mein Sheron wali bazi khel Ulajh na akkad bakkad mein
Fikar wikar ka zikar na kar Sahi galat ke raade mein Phasa phasa tu fassa agar Rota ke aeya hai rota hi jayega
Duniya kya hai dhoka hai Lahar se ladti nauka hai Magaj ko mamu baaju rakh Naach matak ke mauka hai
Duniya kya hai dhoka hai Lahar se ladti nauka hai Magaj ko mamu baaju rakh Naach matak ke mauka hai
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Dhokha

Album: Sarfira (Film)

Artist: Mika Singh

Lyricist: Manoj Muntashir

Musician: G V Prakash

Label: Times Music