Dhul Gaye Lyrics – Arijit Singh
Dhul Gaye Lyrics
Tere mere beech mein kuch kisse baaki hain, Waqt ke hisaab mein kuch hisse baaki hain.
Chhodi thi jo doriyan kitaabon mein, Adhiyaan bhi seh gayi woh, Phir hum kyun dhul gaye?.
Dhul gaye dhul gaye, Dooriyon ki baarishon mein dhul gaye, Khwabon ke woh meethe se din ghul gaye.
Chhodi thi jo doriyan kitaabon mein, Adhiyaan bhi seh gayi woh, Phir hum kyun dhul gaye?.
Chaand ki woh thandakien mehsoos toh ki thi, Aaj kyun phir chaand se qurbatein nahin milti?.
Yoon toh saansein na ruki zindagi bhi chal rahi, Subah ki bhi aag se muskaanein nahin jalti.
Raat toh guzar gayi par baatein baaki hain, Ishq toh hai gumshuda mulaqatein baaki hain.
Chhodi thi jo doriyan kitaabon mein, Adhiyaan bhi seh gayi woh, Phir hum kyun dhul gaye?.
Dhul gaye dhul gaye, Dooriyon ki baarishon mein dhul gaye, Khwabon ke woh meethe se din ghul gaye.
Chhodi thi jo doriyan kitaabon mein, Adhiyaan bhi seh gayi woh, Phir hum kyun dhul gaye?.
Dhul Gaye Lyrics with Translation
Tere mere beech mein kuch kisse baaki hainSome stories between us are still unfinished
Waqt ke hisaab mein kuch hisse baaki hainAccording to time, a few moments are still left
Chhodi thi jo doriyan kitaabon meinThe distances we had left behind in the pages of books
Adhiyaan bhi seh gayi wohEven the chapters endured them
Phir hum kyun dhul gaye?Then why did we fade away?
Dhul gaye, dhul gayeWe faded, we vanished
Dooriyon ki baarishon mein dhul gayeWe got washed away in the rains of distance
Khwabon ke woh meethe se din ghul gayeThose sweet days of dreams melted away
Chhodi thi jo doriyan kitaabon meinThe distances we had left in the books
Adhiyaan bhi seh gayi wohEven the chapters survived them
Phir hum kyun dhul gaye?Then why did we disappear?
Chaand ki woh thandakien mehsoos toh ki thiWe had felt the coolness of the moon
Aaj kyun phir chaand se qurbatein nahin milti?Why do we not find closeness with the moon today?
Yoon toh saansein na ruki, zindagi bhi chal rahiOur breaths never stopped, life still moves on
Subah ki bhi aag se muskaanein nahin jaltiEven in the fire of morning, our smiles don’t burn
Raat toh guzar gayi, par baatein baaki hainThe night has passed, but the conversations remain
Ishq toh hai gumshuda — mulaqatein baaki hainLove may be lost, but the meetings are still pending
Chhodi thi jo doriyan kitaabon meinThe distances we had left in the books
Adhiyaan bhi seh gayi wohEven the chapters bore them
Phir hum kyun dhul gaye?Then why did we fade away?
Dhul gaye, dhul gayeWe faded, we vanished
Dooriyon ki baarishon mein dhul gayeWe got drenched in the rains of separation
Khwabon ke woh meethe se din ghul gayeThose sweet days of dreams dissolved away
Chhodi thi jo doriyan kitaabon meinThe distances once tucked in the pages
Adhiyaan bhi seh gayi wohEven the chapters lived through them
Phir hum kyun dhul gaye?Then why did we fade?
Song Credits
Song: Dhul Gaye
Artist: Arijit Singh
Actor: Prantika Das, Sam Bhattacharya
Director: Rick Basu
Lyricist: Arjuna Harjai, Surabhi Dashputra
Musician: Arjuna Harjai