Door Ho Gaya Lyrics – Akhil Sachdeva
Door Ho Gaya Lyrics
Aansuon ka sheher main ban gaya Maine jabse tujhe hai kho diya Aakhein teri bhi nam thi hui Dard se dil tera bhi ro diya
Na maine toda dil tera Na hi tune kabhi mera Rabba tu hi bata Kyun ye ho gaya
Door ho gaya kyun tu door ho gaya Rab ko ye kaise manjoor ho gaya Door ho gaya kyun tu door ho gaya Rab ko ye kaise manjoor ho gaya
Door ho gaya kyun tu door ho gaya Rab ko ye kaise manjoor ho gaya
Kho kar mere hathon se teri lakeerein Maine khoi takdeerein Mere guroor kho gaya
Khoya Tere sath jiye jo sawere Teri shaam wo dopehrein Wo fitoor kho gaya
Na maine chodi thi khudai Kyu ye mili hai judaai Akh bhar aayi sapna choor ho gaya
Saansein thodi si bachi hai Jinme tu hi tu basi hai Tu hi saans lene ki wajah
Na maine toda dil tera Na hi tune kabhi mera Rabba tu hi bata kyu ye ho gaya
Door ho gaya kyun tu door ho gaya Rab ko ye kaise manjoor ho gaya Door ho gaya kyun tu door ho gaya Rab ko ye kaise manjoor ho gaya
Door ho gaya kyun tu door ho gaya Rab ko ye kaise manjoor ho gaya
Dil ye keh raha bechara Laut aaega tu yaara Tab ye keh dunga khuda se Saath tute na humara
Kab tak door yun rahenge Yun hi yaadon mein jalenge Aaja thaam le mujhe fir Mujhko jeena hai dobara
Door ho gaya ho gaya Door ho gaya Hey ae ae Door ho gaya
Song Credits
Song: Door Ho Gaya
Artist: Akhil Sachdeva
Actor: Adaa Khan, Sharad Malhotra
Lyricist: Akhil Sachdeva, Akshay Tripathi
Musician: Vaibhav Pani
Label: CLIK RECORDS
