Dost Yaar Lyrics – Rahul Vaidya
Dost Yaar Lyrics
Hazar baar kahunga Main ek baar nahi Hazar baar kahunga Main ek baar nahi Ke mere yaar ke jaisa Kisika yaar nahi
Barabar hazaron ke ye Do chaar hai Barabar hazaron ke ye Do chaar hai Inke bina jeena bekaar hai
Meri zindagi mere dost yaar hain Meri zindagi mere dost yaar hain Meri har khushi mere dost yaar hain Meri zindagi mere dost yaar hain
Mere chehre se mere dil ki baatein Jaante hain ye Mujhe mujhse bhi jyada lagta hai Pehechante hain ye
Mere chehre se mere dil ki baatein Jaante hain ye Mujhe mujhse bhi jyada lagta hai Pehechante hain ye
Jab ye mile mera tyohar hai Inke bina jeena bekaar hai Bade hi kamine mere dost yaar hain Sabse kamine mere dost yaar hai
Meri zindagi mere dost yaar hain Meri har khushi mere dost yaar hain
Oh mere yaara ve Teri yaari ke sadke Har janam tu saath rahe Yehi maangu dua rab se
Oh mere yaara ve Teri yaari ke sadke Saari duniya yaad karegi Teri meri yaari ke kisse
Khuda ne mujhse kaha aye Bande mat kar itni dosti tu Tu hasna bhool jayega
Khuda ne mujhse kaha aye Bande mat kar itni dosti tu Hasna bhool jayega
Maine kaha aye khuda Zara niche aake Mere yaar se toh mil Tu upar rehna bhool jayega
Song Credits
Song: Dost Yaar
Artist: Rahul Vaidya
Lyricist: Danish Sabri
Musician: Danish Sabri
Label: RAHUL VAIDYA RKV