Dua Mein Yaad Rakhna Lyrics – Aditya Narayan
Dua Mein Yaad Rakhna Lyrics
Teri yaadon ke sahaare jee raha hu Kyunki tu hi hai aashiqui Tu hi hai bandagi Kabhi socha hi nahi tha ki Tere bina bhi jeeni padegi zindagi
Tum the humare ab gair ho gaye Saare jazbaat zubair ho gaye Tum the humare ab gair ho gaye Saare jazbaat zubair ho gaye Lekin tum humein bhool na jana
Dua mein yaad rakhna Duaa mein yaad rakhna Dua mein yaad rakhna Duaa mein yaad rakhhna

Kya ho gayi meri khata Tu ho gayi yun bewafa Mili mujhe aisi saja jane kyun?
Dhoka mujhe tune diya Fir bhi yaara tera nasha Dil se nahi utar raha jane kyun?
Maine to ye socha tha Tum rahoge bas humare Kya pata tha is tarah se Badal jayenge sitaare
Wo kasme wo waade wo saari baatein Raakh ho jayengi apni mulaqatein Raakh ho jayengi apni mulaqatein
Tum the humare ab gair ho gaye Saare jazbaat zubair ho gaye Lekin tum humein bhool na jana
Dua mein yaad rakhna Duaa mein yaad rakhna Dua mein yaad rakhna Duaa mein yaad rakhhna
Maine dil ki kalam se Likh diya tha naam tera Tujhse hi tha har pal Chaino aaram mera
Tujhse hi tham raha tha Meri dhadkano ka lava Tujhse hi tha humesha Meri aashiqui ka daawa
Tujhse hi tha humesha Meri aashiqui ka daawa
Tum the humare ab gair ho gaye Saare jazbaat zubair ho gaye Lekin tum humein bhool na jana
Dua mein yaad rakhna Duaa mein yaad rakhna Dua mein yaad rakhna Duaa mein yaad rakhhna
        Song Credits
Song: Duaa Mein Yaad Rakhhna
Album: Himesh ke dil se
Artist: Aditya Narayan
Lyricist: Himesh Reshammiya
Musician: Himesh Reshammiya
Label: Himesh Reshammiya Melodies