Ek Tarfa Lyrics – Dhvani Bhanushali
Ek Tarfa Lyrics
Ishq hai tujhse hi Pehla hi aakhri Tu ye na samjha
Ek tarfa hai mera pyaar Ek tarfa re Ek tarfa hai mera pyaar Ek tarfa re
Toot ke chaha maine tujhko Toda tune waada Tu kya jane pyaar kiya Tujhko khud se zyada
Kiya ikraar maine jab bhi Kiya ikraar maine jab bhi Tune kiya inkaar
Ek tarfa hai mera pyaar Ek tarfa re Ek tarfa hai mera pyaar Ek tarfa re
Sapna dekha jab bhi maine Har sapne mein tu tha Aankh mein meri aks tha tera Tune na pehchana
Badle mein tune diya Badle mein tune diya In aankhon ko intezar
Ek tarfa hai mera pyaar Ek tarfa re Ek tarfa hai mera pyaar Ek tarfa re
Ek tarfa hai mera pyaar Ek tarfa re Ek tarfa hai mera pyaar Ek tarfa re
Song Credits
Song: Ek Tarfa
Artist: Dhvani Bhanushali
Lyricist: Sandeep Gaur
Musician: Aditya Dev, Gaurav Chatterji
Label: Hitz Music
