Fir Se Machayenge
1 number!Machayenge!
Dusre ke pyar mein girne seTujhe bacha raha huSab mujhe bhao de rahiFirbhi sabko wata raha huTere baar mein sabkoAchi baatein bata raha huTere liye mummy daddy koMain ghar pe mana raha hu
Wazan meri thodi ghata raha huTujhe lean body pasand haiMain healthy khaane chaba raha huSunne mein aaya hai tuLondon mein rehti haiAbbi ke abbi jaakePhehli ticket kata raha hu
Tu toh rapchick haiSituation badi drastic haiTera smile bahot hardBaaki sabki plastic haiDoor khadhi achi nahi lag rahiTu mere pass theek haiHaath se khaata thaTere liye kha raha chopstick seOptic se alag alag chasma liyaGhar pahocha tohMom stick se maari mujhe sadma diyaBoli ki tu pyar mein nahi padhna lekinMein padhne laga thaTeri chaal sab kamal apsara ye razor gaalSab bawaal ho jayega mere saath reke dekhTujhe koyi na milega pure raaste pe ekBanda mere jaisa, rehre kaisa jaisaTeko chahiye tu bhi apne pe fidaToh ek number sahi hai
Dusre ke pyar mein girne seTujhe bacha raha huSab mujhe bhao de rahiFirbhi sabko wata raha huTere baar mein sabkoAchi baatein bata raha huTere liye mummy daddy koMain ghar pe mana raha hu
Wazan meri thodi ghata raha huTujhe lean body pasand haiMain healthy khaane chaba raha huSunne mein aaya hai tuLondon mein rehti haiAbbi ke abbi jaakePhehli ticket kata raha hu
Nazar nahi hat reli meri teri pe faseliTu dimaag mein chapeliKyuki tu pateli nahi karti baby auro ki tarhaMera aaj abhi aur tomorrow bhi teraTere saamne mein seedhaBaki banda mein tedhaSab kehte banna mat yedaMeko toh khaane ka pedaTera jo mera mera jo teraUjala bhar daalaTune toh andheraich nahi haiBaasmati tukda nahi be lamba rice chahiyeApna life sahi hai sabka life sahi haiZindagi ko sahi taur pe jeene wala chahiyeJo bhi baat bola meine sab baat sahi haiChodh dunga teko aisa koyi shot nahi hai
Dusre ke pyar mein girne seTujhe bacha raha huSab mujhe bhao de rahiFirbhi sabko wata raha huTere baar mein sabkoAchi baatein bata raha huTere liye mummy daddy koMain ghar pe mana raha hu
Wazan meri thodi ghata raha huTujhe lean body pasand haiMain healthy khaane chaba raha huSunne mein aaya hai tuLondon mein rehti haiAbbi ke abbi jaakePhehli ticket kata raha hu
Watch now
Fir Se Machayenge Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
FAQ
Good to know
Who sings Fir Se Machayenge?
Fir Se Machayenge is performed by Emiway Bantai.
Who wrote the lyrics for Fir Se Machayenge?
The lyrics for Fir Se Machayenge were written by Emiway Bantai.
Who composed the music for Fir Se Machayenge?
The music for Fir Se Machayenge was composed by Tony James.
Which music label released Fir Se Machayenge?
Fir Se Machayenge is associated with Bantai Studio.
