Ghar Aaja Lyrics – Sukh-E x Pardhaan

Ghar Aaja - Sukh-E x Pardhaan

Sabar aa jaye je tu nazar aa jaye Zindagi kat jaye khushi se Jo tu ghar aa jaye Ghar aa jaye
Ab jab gale milenge Milenge bohat kas kar Banenge ek jaan ek shareer Ek duje mein bas kar Tasali ho jati hai Jab tu dekhe mujhe hass kar Beshek khushi ke aansun hain Rona nahi hai bus kar
Teri yaad ki aag mein Kaise khudko dhaalu main Chord doon tujhko Bilkul nahi hoon chalu main Kya zehar khalu main Meri bhi toh parwaah kar Main toh zinda hi na rahun Jo tera naam na lo main
Ek hi gawaah tu hai mere bigde halato ka Jhulas chuka hai chehra ab mere jazbaato ka Tune suna kyun na awaz di thi zor se Maine thama hai guldasta dukho ke kaanton ka
Aasmaan khaanein ko pade zameen hilti Sab kuch mil jaata hai khushi nahi milti Galti kisi ki bhi ho feel karun main guilty Zubaan meri par baate karun tere dil ki
Sabar aa jaye je tu nazar aa jaye Zindagi kat jaye khushi se Jo tu ghar aa jaye Ghar aa jaye
Re tanne ke laggey main na janu tu ke soche Raat bhar main cheekhun khud apne baal noche Manne teri yaad tadpaave naad meri boche Ro ro ke pad gayi meri aakho mein kharoche Jitna main pyaar karunga tu na kar pawegi Jo main russ gaya issi dhala manawegi Ke mere mare paachhe ke tu bhi mar jawegi Bolli bata itna jigra kade te laawegi
Kyun mera alfaaz vishwaash kare na Tu mere khatar raakhe na raakeh Upbaas main toh raakhun tere khatar Saare ke saare faasle mita doon Toli toli aaya haan main raaste mein su
Sabar aa jaye je tu nazar aa jaye Zindagi kat jaye khushi se Jo tu ghar aa jaye Ghar aa jaye
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Ghar Aaja

Artist: Pardhaan, Sukh-E

Lyricist: Pardhaan

Label: Pardhaan