Haan Kar De Lyrics (Uunchai) – Amit Trivedi
Haan Kar De Lyrics
Ab saalon mein jeena Ya misalon mein Jawabon mein jeena Ya sawalon mein
Sab hathon mein hai Tere tu jane Ek rai deta hoon Jo tu maane
Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de Soch ko jawa kar de
Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de Soch ko jawa kar de
Tu achi achi achi baatein andar ki Dil ke samandar ki karte jana Ek chutki chutki chutki leke amber ki Dil ke paigambar ki chalte jana
Ruk jana teri fitrat mein nahi Na kehna teri aadat mein nahi
Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de Soch ko jawa kar de
Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de Soch ko jawa kar de
Dard ki dawa bhi tu Dard ka maza bhi tu Dard ki nawa bhi tu Dard ki wajah bhi tu
Dard agar jo hota hai Ye samajh tu zinda hai Dard se khafa kyun hai Itna bewafa hai kyun Itna bewafa hai kyun
Apni sari kamjori Apne sare dardon ko Jeene ki wajah hai jo Un sabhi humdardo ko
Uth gale laga apne Chal hunar dikha apne Dekh li unchai tune Ab tu par dikha apne Ab tu par dikha apne
Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de Zindagi ko haan kar de Soch ko jawa kar de
Song Credits
Song: Haan Kar De
Album: Uunchai
Artist: Amit Trivedi
Actor: Amitabh Bachchan, Anupam Kher, Boman Irani
Lyricist: Irshad Kamil
Musician: Amit Trivedi
Label: Zee Music Company