Haan Kar De
Ab saalon mein jeenaYa misalon meinJawabon mein jeenaYa sawalon mein
Sab hathon mein haiTere tu janeEk rai deta hoonJo tu maane
Zindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar deSoch ko jawa kar de
Zindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar deSoch ko jawa kar de
Tu achi achi achi baatein andar kiDil ke samandar ki karte janaEk chutki chutki chutki leke amber kiDil ke paigambar ki chalte jana
Ruk jana teri fitrat mein nahiNa kehna teri aadat mein nahi
Zindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar deSoch ko jawa kar de
Zindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar deSoch ko jawa kar de
Dard ki dawa bhi tuDard ka maza bhi tuDard ki nawa bhi tuDard ki wajah bhi tu
Dard agar jo hota haiYe samajh tu zinda haiDard se khafa kyun haiItna bewafa hai kyunItna bewafa hai kyun
Apni sari kamjoriApne sare dardon koJeene ki wajah hai joUn sabhi humdardo ko
Uth gale laga apneChal hunar dikha apneDekh li unchai tuneAb tu par dikha apneAb tu par dikha apne
Zindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar de
Zindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar deZindagi ko haan kar deSoch ko jawa kar de
Watch now
Haan Kar De Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Amit Trivedi
From the album
Uunchai
Words by
Irshad Kamil
Music by
Amit Trivedi
Music label
Zee Music Company
Featuring
Amitabh Bachchan, Anupam Kher, Boman Irani
FAQ
Good to know
Who sings Haan Kar De?
Haan Kar De is performed by Amit Trivedi.
Which album is Haan Kar De from?
Haan Kar De appears on the album Uunchai.
Who wrote the lyrics for Haan Kar De?
The lyrics for Haan Kar De were written by Irshad Kamil.
Who composed the music for Haan Kar De?
The music for Haan Kar De was composed by Amit Trivedi.
Which music label released Haan Kar De?
Haan Kar De is associated with Zee Music Company.
Who is featured in Haan Kar De?
Amitabh Bachchan, Anupam Kher and Boman Irani is featured in Haan Kar De.
