Hai Kaisi Kaisi Lyrics – Jubin Nautiyal

Hai Kaisi Kaisi Lyrics

Hai kaisi kaisi ye dooriyaan Kyun hoti hai ye ab darmiyaan Ye tumse milkar ke aisa laga Kya hoti hain ye majbooriyaan
Kyun sab mein tu itna accha hai Dil tujh bin khali sa kamra hai Ye dil ko bandhe hain jo doriyaan Ye bas mein tere mere kahan
Na poocho aise haal mera Ke sansein chalti na chalti zubaan Hain kaisi kaisi ye dooriyaan Kyun hoti hain ye ab darmiyaan
Wo pahle na tha kyun aisa sunu Ke jaise hai waqt tham gaya Tha likha apna bhi hona juda Shikayat kar raha lamha
Ye qismat hoti hai cheez kya Kyun maine tumse seekh liya Jo hai tere mere darmiyaan Kahani hai ya kahaniyan
Hai kaisi kaisi ye dooriyaan Kyun hoti hai ye ab darmiyaan Ye tumse milkar ke aisa laga Kya hoti hain ye majbooriyaan
Kyun sab mein Tu itna accha hai Dil tujh bin Khali sa kamra hai
Na ho jo khatm tu wo silsila Hai tujhse bas itna sa gila Mohabbat mein to tu hi bata Mila kyun mujhko aisa sila
Hai kaisi kaisi ye dooriyaan Kyun hoti hai ye ab darmiyaan Ye tumse milkar ke aisa laga Kya hoti hain ye majbooriyaan
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Hai Kaisi Kaisi

Artist: Jubin Nautiyal

Actor: Jubin Nautiyal, Samyra

Lyricist: Rocky khanna

Musician: Rocky khanna

Label: T-Series