Hai Kaisi Kaisi Lyrics – Jubin Nautiyal

Hai Kaisi Kaisi Lyrics

Hai kaisi kaisi ye dooriyaan, Kyun hoti hai ye ab darmiyaan, Ye tumse milkar ke aisa laga, Kya hoti hain ye majbooriyaan.
Kyun sab mein tu itna accha hai, Dil tujh bin khali sa kamra hai, Ye dil ko bandhe hain jo doriyaan, Ye bas mein tere mere kahan.
Na poocho aise haal mera, Ke sansein chalti na chalti zubaan, Hain kaisi kaisi ye dooriyaan, Kyun hoti hain ye ab darmiyaan.
Wo pahle na tha kyun aisa sunu, Ke jaise hai waqt tham gaya, Tha likha apna bhi hona juda, Shikayat kar raha lamha.
Ye qismat hoti hai cheez kya, Kyun maine tumse seekh liya, Jo hai tere mere darmiyaan, Kahani hai ya kahaniyan.
Hai kaisi kaisi ye dooriyaan, Kyun hoti hai ye ab darmiyaan, Ye tumse milkar ke aisa laga, Kya hoti hain ye majbooriyaan.
Kyun sab mein, Tu itna accha hai, Dil tujh bin, Khali sa kamra hai.
Na ho jo khatm tu wo silsila, Hai tujhse bas itna sa gila, Mohabbat mein to tu hi bata, Mila kyun mujhko aisa sila.
Hai kaisi kaisi ye dooriyaan, Kyun hoti hai ye ab darmiyaan, Ye tumse milkar ke aisa laga, Kya hoti hain ye majbooriyaan.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Hai Kaisi Kaisi

Artist: Jubin Nautiyal

Actor: Jubin Nautiyal, Samyra

Lyricist: Rocky khanna

Musician: Rocky khanna

Label: T-Series