Hindutva Hai (Title Track) Lyrics – Hindutva
Hindutva Hai (Title Track) Lyrics
Rango mein rang hai Bhagwa rang Ye rang bada pyara hai Ye rang bada nyara hai
Tu mere praan mein rehta hai Tu mere ang pe sajta hai Tu mere ang pe sajta hai
Chahe jaan bhi jaye meri Seene se laga ke rakhna hai Seene se laga ke rakhna hai
Tu is desh ki aan hai Tu is desh ki aan hai Tu is desh ki jaan hai Tu is desh ki jaan hai
Tu mera astitva hai Hindutva hai hindutva hai Hindutva hai hindutva hai
Tu mera astitva hai Hindutva hai hindutva hai Hindutva hai hindutva hai
Tu mera astitva hai Hindutva hai hindutva hai Hindutva hai hindutva hai
Tu mere praan mein rehta hai Tu mere ang pe sajta hai Tu mere ang pe sajta hai
Main karm hoon Main dharm hoon Behta huya prem hoon Lok ka samaj ka Manavta ka arth hoon
Main tamnai prakash hoon Main sunehra akash hoon Na jaati hoon na bhed hoon Main garajta megh hoon
Geeta ka jhar jhar saar hoon Ganga ki kal kal dhar hoon Ved ki kitab hoon Ved ki kitab hoon
Main hindu hoon Main hindu hoon Hindutva hoon
Main hindu hoon Main hindu hoon Hindutva hoon
Ek sur desh ka Ye sur vigado nahi Hum sab ek hai Ek hi rahenge Koi aur raag gao nahi
Kitne balidanon se Humne ise bachaya hai Dushman ki dusht nigahon se Humne ise chhupaya hai
Apna lahu lahu karke Ye parcham lehraya hai Apna lahu lahu karke Ye parcham lehraya hai
Tu mera astitva hai Hindutva hai hindutva hai Hindutva hai hindutva hai
Tu mera astitva hai Hindutva hai hindutva hai Hindutva hai hindutva hai
Tu mera astitva hai Hindutva hai hindutva hai Hindutva hai hindutva hai Hindutva hai hindutva hai
Jab dum dum damru baaje Jab dum dum damru baaje Tab hind ka singh hai gaaje Tab hind ka singh hai gaaje Jab rang kesri laage Tab yoddha veer jaage
Hindutva hai hindutva hai Hindutva hai hindutva hai
Bhagwe mein hoon Gerue mein hoon Pooja ke shlok mein hoon
Shankh ke naad sa Charon dishaon mein Goonjta hoon
Main dhayan hoon main gyan hoon Sanyasi ka sanyas hoon Main dhuan nahi dhoop hoon Main shiv ka hi to roop hoon
Damru ke dam dam mein hoon Naadon ke dham dham mein hoon
Main hindu hoon Main hindu hoon Hindutva hoon
Main hindu hoon Main hindu hoon Hindutva hoon Hindutva hoon
Rango mein rang hai Bhagwa rang
Ye rang bada nyara hai Ye rang bada pyara hai Ye rang bada nyara hai Ye rang bada pyara hai
Tu mere praan mein rehta hai Tu mere ang pe sajta hai Tu mere ang pe sajta hai
Chahe jaan bhi jaye meri Seene se laga ke rakhna hai Seene se laga ke rakhna hai
Tu mere desh ki aan hai Tu mere desh ki aan hai Tu mere desh ki jaan hai Tu mere desh ki jaan hai
Ho ho ho ho hindutva hai Ho ho ho ho hindutva hai Ho ho ho ho hindutva hai Ho ho ho ho hindutva hai
Hindutva hai
Song Credits
Song: Hindutva Title Track
Album: Hindutva
Artist: Daler Mehndi
Actor: Aashiesh Sharrma, Sonarika Bhadoria
Lyricist: Shweta Raj
Musician: Ravi Shankar
Label: Zee Music Company
