Hisaab Lyrics – Raj Barman | Kashika Kapoor

Hisaab Lyrics

Kisi ka dil dukhaoge To dard tum bhi paoge Kisi ka dil dukhaoge To dard tum bhi paoge
Kisi ko tum rulaoge To aansu tum bhi paoge Na sifarish na guzarish Na hi lihaaz karta hai
Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai
Haan apna bana ke begana kar dena Beech safar mein anjana kar dena Haan apna bana ke begana kar dena Beech safar mein anjana kar dena
Jee bhi na paye kisi ke bina Kyun itna zyada deewana kar dena Kahan ki ye sharafat hai Jaan kaisi ye aadat hai
Kahan ki ye sharafat hai Jaane kaisi ye aadat hai Kisi ko kar dena barbaad Kisne di ye ijazat hai
Chahe jitne karlo parde Ye benakaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai
Kisi ka dil dukhaoge To dard tum bhi paoge Kisi ko tum rulaoge To aansu tum bhi paoge
Na sifarish na guzarish Na hi lihaaz karta hai
Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai
Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai Ishq mein khuda barabar ka Hisaab karta hai
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Hisaab

Artist: Raj Barman

Actor: Kashika Kapoor, Paras Arora

Lyricist: Kumaar

Musician: Siddharth Kasyap

Label: Zee Music Company