हुआ मैं Hua Main Lyrics In Hindi – Animal
Hua Main Lyrics In Hindi
छुआ तूने
बह गया मैं हीरिये
जो अब तक किसी ने कभी ना किया
इश्क ऐसा इश्क ऐसा चाहिए
ऐसी दीवानगी से मैं चाहूँ तुझे
जैसे पहली दफा कोई पागल हुआ
हुआ मैं हुआ मैं हुआ मैं
दुआ से मैं उठा
जो तेरा हुआ मैं
हुआ मैं रांझणा
हुआ मैं
देखा नहीं
तूने अभी जादू हुआ क्या
दोनो जहाँ जहाँ जहाँ गए ठहर
तेरे बदन की रौशनी मेरे बदन में
अभी अभी अभी अभी गई उतर
कोई दूरी नहीं बाकी पिया रे ऐ
बेखबर होके बाहों में सोजा मेरी
तू हवा और मैं तेरा बदल हुआ
हवा में हवा में मैं उड़ा
दुआ से मैं उठा जो तेरा हुआ मैं
हुआ मैं रांझणा
हुआ मैं हुआ मैं
हुआ मैं
Hua Main Music Video
Hua Main Lyrics
Chua Tune
Beh Gaya Main Heeriye
Jo Ab Tak Kisi Ne Kabhi Na Kiya
Ishq Aisa Ishq Aisa Chahiye
Aisi Deewanagi Se Main Chahun Tujhe
Jaise Pehli Dafa Koi Pagal Hua
Hua Main Hua Main Hua Main
Dua Se Main Utha
Jo Tera Hua Main
Hua Main Raanjhana
Hua Main
Dekha Nahi
Tune Abhi Jaadoo Huaa Kya
Dono Jahan Jahan Jahan Gaye Thahar
Tere Badan Ki Roshani Mere Badan Mein
Abhi Abhi Abhi Abhi Gayi Utar
Koi Duri Nahi Baki Piya Re Ae
Bekhabar Hoke Bahon Mein Soja Meri
Tu Hawa Aur Main Tera Badal Hua
Hawa Mein Hawa Mein Main Uda
Dua Se Main Utha Jo Tera Hua Main
Hua Main Raanjhana
Hua Main Hua Main
Hua Main
Hua Main Song Info:
Song: | Hua Main |
Movie: | Animal (Movie) |
Singer(s): | Raghav Chaitanya |
Musician(s): | JAM8 |
Lyricist(s): | Manoj Muntashir |
Cast: | Ranbir Kapoor, Rashmika Mandanna |
Label(©): | T-Series |