Now readingAmit Trivedi

Hum Rang Hain

Hum Rang Hain

Hum Rang Hain

Apni ye duniya utni haseen haiJitne haseen hum haiJahaan pe bhi tu haiJahaan pe sukoon haiAb to wahin hum hai
Dil ka raasta pyaar se bharaApna kafila pyaar se chalaUdd rahe hain khul gaye haiRooh mein hi ghool rahe hai
Hum rang hain har roshniKe sang hai hum sang haiHum rang hain har roshniKe sang hai hum sang hai
Ho oh ohEk rang tum lao to ek hum layengeEk rang nadiya se ek subah se uthayengeEk rang meetha hoga ek thoda chatkharaEk rang chanda hoga ek toota sa taara
Apni ye duniya utni haseen haiJitne haseen hum hai oh hoJahaan pe bhi tu haiJahaan pe sukoon haiAb to wahin hum hai
Hum rang hai har roshniKe sang hai hum sang haiHum rang hai har roshniKe sang hai hum sang hai
Dil ka raasta pyaar se bharaApna kafila pyaar se chalaUdd rahe hain khul gaye haiRooh mein hi ghool rahe hai
Apni ye duniya utni haseen haiJitne haseen hum hai
Jahaan pe bhi tu haiJahaan pe sukoon haiAb to wahin hum hai
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Hum Rang Hain Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Hum Rang Hain?

Hum Rang Hain is performed by Amit Trivedi, Nakash Aziz and Shashaa Tirupati.

Which album is Hum Rang Hain from?

Hum Rang Hain appears on the album Badhaai Do.

Who wrote the lyrics for Hum Rang Hain?

The lyrics for Hum Rang Hain were written by Varun Grover.

Who composed the music for Hum Rang Hain?

The music for Hum Rang Hain was composed by Amit Trivedi.

Which music label released Hum Rang Hain?

Hum Rang Hain is associated with Zee Music Company.

Who is featured in Hum Rang Hain?

Bhumi Pednekar and RajKummar Rao is featured in Hum Rang Hain.