Hum Tum Lyrics – Sukriti Kakar & Prakriti Kakar
Hum Tum - Sukriti Kakar & Prakriti Kakar
Yaadon mein tu hai Haan bas tu he Kaisa yeh jaadoo kiya Hoon main adhoori Tu hi zaroori Bin tere laage na jiya 
Nasha sa teri aakhon mein baaton mein Tu jeene ki vajah Mazaa na inn sooni sooni raaton mein Aaja na yun na tadpa
Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin ghum mahiya Main tere bina gum sum Na jane tune aisa kya kiya

Jaau na kabhi tujhe chhodke sajna Ek pal ke liye bhi door Tere sath mujhe hai chalna Jahan jahan le jaye tu
Main khoyi khoyi hoon Na soyi soyi hoon Jab se tu hai milla Chupa kahan tha tu? Zara bata de tu Tujhpe rahun main fidaa
Nasha sa teri aakhon mein baaton mein Tu jeene ki vajah Mazaa na inn sooni sooni raaton mein Aaja na yun na tadpa
Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin ghum mahiya Main tere bina gum sum Na jane tune aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin ghum mahiya Main tere bina gum sum Na jane tune aisa kya kiya
Kaisi hai ye betaabiyaan Badne do nazdeekiyaan Tere bina har lamha Kaise jiyun main tu bata 
Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin ghum mahiya Main tere bina gum sum Na jane tune aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum Ho jaye kahin ghum mahiya Main tere bina gum sum Na jane tune aisa kya kiya
        Song Credits
Song: Hum Tum
Artist: Prakriti Kakar, Sukriti Kakar
Lyricist: Mellow D
Musician: Lost Stories
Label: VYRL Originals