Insaaf Lyrics – Suraj Chauhan
Insaaf Lyrics
Thukra ke chal diye tum Lamhe the hazaar Ik bari bhi nahi socha Hoga mera kya

Agar dhokha sahi hai to Tere bhi sath ye hoga Khuda ne zindagi di hai To fir insaaf bhi hoga

Pee raha hoon jee raha hoon Hothon ko main see raha hoon Katra katra mar bhi jaunga

Faaslein chahe jitne ho Hum tere rahenge tere rahenge Kehte the mujhe
Karwatein badalte waqt bhi Khuda se maut bhi Mang lete hai hum
Dard itna dena ki jitna jhel paon Khilona nahi dil hai Ki humse khel jao
Agar dhokha sahi hai to Tere bhi sath ye hoga Khuda ne zindagi di hai To fir insaaf bhi hoga
Agar dhokha sahi hai to Tere bhi sath ye hoga Khuda ne zindagi di hai To fir insaaf bhi hoga
Pee raha hoon jee raha hoon Hothon ko main see raha hoon Katra katra mar bhi jaunga
Pee raha hoon jee raha hoon Hothon ko main see raha hoon Katra katra mar bhi jaunga
        Song Credits
Song: Insaaf
Artist: Suraj Chauhan
Actor: Parth Samthaan, Samreen Kaur
Lyricist: Suraj Chauhan
Musician: Siddharth Amit Bhavsar
Label: Benchmark Entertainment