Jaana
Tujhe gale se lagana hai barish meinAur poora bheeg jana hai barish meinTujhe choo ke sharmana hai barish meinAur tere sath nahana hai barish mein
Jaana jaana jaana jaana
Oh aashiq thode hote haiJo dar ke andar hote haiJo sawan ke mahine meinBhi ghar ke andar hote hai
Tere hatho ka khana hai barish meinAur poora bheeg jana hai barish meinTujhe choo ke sharmana hai barish meinAur tere sath nahana hai barish mein
Jaana jaana jaana jaana
Tu mere samne hai kya nazara haiKya nazara hai kya nazara haiTu mere samne hai kya nazara haiYe pani ki boondo ka khel hai sanam
Oh tera mera milna koi aam baat nahiYe radha aur krishna ka mel hai sanamOh khwab mere khayal mere bohat hote haiJitne paas aankhon ke hoth hote hai
Tere itne paas aana hai barish meinJaani ka gana gana hai barish meinTujhe choo ke sharmana hai barish meinAur tere sath nahana hai barish mein
Jaana jaana jaana jaana
Oh haye kisi film ka scene lagegaScene lagega scene lagegaOh haye kisi film ka scene lagegaKe badal yun garje ke bhag aao tum
Haye itni zor se chamke bijliyanKe dar ke mare mere gale lag jao tumBahana yun banana hai barish meinAur khuda ko mana na hai barish mein
Chand niche lana hai barish meinAur tere sath nahana hai barish meinJaana jaana jaana jaana
Watch now