Jai Hind Ki Senaa Lyrics – Shershaah
Jai Hind Ki Senaa Lyrics
Svadharme nidhanam shreyah Svadharme nidhanam shreyah
Jai jai jai Jai jai jai Jai jai jai
Svadharme nidhanam shreyah Jai jai jai Svadharme nidhanam shreyah
Suraj ki tarah jalta ja tu Aandhi ki tarah badhta ja tu Chalta ja tu chalta ja Ye dharm hai tera ladta ja
Sooraj ki tarah jalta ja tu Aandhi ki tarah badhta ja tu Kadam ye tere kabhi ruke na
Jai hind ki senaa Jai hind ki senaa
JaiHind ki senaa
Bankaro pe bomb gira ke Bol zindabad tu Shershah hardam rahega Sarhado ko yaad tu
Foonkta ja phoonkta ja Zalimon ki bastiyan Dushmano ko kya pata hai Aag ki aulad tu
Bankaro pe bam gira ke Bol zindabad tu Shershah hardam rahega Sarhado ko yaad tu
Foonkta ja phoonkta ja Zalimon ki bastiyan Dushmano ko kya pata hai Aag ki aulad tu
Ghav badan pe sehta ja tu Bharat bharat kehta ja tu Parbat parbat chadhta ja tu Veer bahadoor ladta ja
Shapath hai tujhko is maati ki Ladna jab tak jaan hai baaki Dam rukk jaaye kadam ruke na
JaiHind ki sena Jai hind ki sena
Jai hind ki senaa
        Song Credits
Song: Jai Hind Ki Senaa
Album: Shershaah
Artist: Vikram Montrose
Actor: Kiara Advani, Sidharth Malhotra
Lyricist: Manoj Muntashir
Musician: Vikram Montrose
Label: Amazon Prime Video
