Jai Hind Ki Senaa Lyrics – Shershaah

Jai Hind Ki Senaa Lyrics by Vikram Montrose is latest Bollywood song from movie “Shershaah” with music also given by him. While Jai Hind Ki Sena song lyrics are written by Manoj Muntashir and featuring artists are Sidharth Malhotra, Kiara Advani and video is released by Amazon Prime Video India. Get Jai Hind Ki Senaa Song Information

Jai Hind Ki Senaa Lyrics

Svadharme nidhanam shreyah, Svadharme nidhanam shreyah.
Jai jai jai, Jai jai jai, Jai jai jai.
Svadharme nidhanam shreyah, Jai jai jai, Svadharme nidhanam shreyah.
Suraj ki tarah jalta ja tu, Aandhi ki tarah badhta ja tu, Chalta ja tu chalta ja, Ye dharm hai tera ladta ja.
Sooraj ki tarah jalta ja tu, Aandhi ki tarah badhta ja tu, Kadam ye tere kabhi ruke na.
Jai hind ki senaa, Jai hind ki senaa.
JaiHind ki senaa.
Bankaro pe bomb gira ke, Bol zindabad tu, Shershah hardam rahega, Sarhado ko yaad tu.
Foonkta ja phoonkta ja, Zalimon ki bastiyan, Dushmano ko kya pata hai, Aag ki aulad tu.
Bankaro pe bam gira ke, Bol zindabad tu, Shershah hardam rahega, Sarhado ko yaad tu.
Foonkta ja phoonkta ja, Zalimon ki bastiyan, Dushmano ko kya pata hai, Aag ki aulad tu.
Ghav badan pe sehta ja tu, Bharat bharat kehta ja tu, Parbat parbat chadhta ja tu, Veer bahadoor ladta ja.
Shapath hai tujhko is maati ki, Ladna jab tak jaan hai baaki, Dam rukk jaaye kadam ruke na.
JaiHind ki sena, Jai hind ki sena.
Jai hind ki senaa.
Written by: Manoj Muntashir
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!
Jai Hind Ki Senaa Lyrics Shershaah

Jai Hind Ki Senaa Song Info:

Song: Jai Hind Ki Senaa
Movie: Shershaah
Singer(s): Vikram Montrose
Musician(s): Vikram Montrose
Lyricist(s): Manoj Muntashir
Cast: Sidharth Malhotra, Kiara Advani
Label(©): Amazon Prime Video
Scroll to Top