Jaikal Mahakal Lyrics (Goodbye) – Amit Trivedi

Jaikal Mahakal Lyrics

Jaikal mahakal vikral shambhu Jeewan ho ya mrityu dono hi tum ho Janmo janmantar ki ladiyan ye kadiyan Har yoni har jeewan rakhwal tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakal Jaikal mahakal jaikal mahakal
Jai kal mahakal vikral shambhu Jeewan ho ya mrityu dono hi tum ho Janmo janmantar ki ladiyan ye kadiyan Har yoni har jeewan rakhwal tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakal Jai kal mahakal jaikal mahakal
Srishti ke sanchalak mahapran tum ho Tum hi sukh tum hi duhkh nirvan tum ho Suraj se tejaswi sagar se nirmal Chanda bhi taare bhi brahmand tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakal Jai kal mahakal jaikal mahakal
Jeewan ki naiya tum patwar tum ho Is paar us paar majdhar tum ho Kan kan ye har kshan ye tumse bana hai Goonje jo ghat bhitar omkar tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakal Ho jaikal mahakal jaikal mahakal
Himalya ke sar ka sringar tum ho Ganga ki pawan si ek dhaar tum ho Dam dam dam damru ka ek naad tum ho Shankhon ke hradayon ki hunkaar tum ho
Jaikal mahakal jaikal mahakal Jaikal mahakal jaikal mahakal
Jaikal mahakal kripal shambhu Trilok vyape hai tere charan ho Teri kripa ho to jeewan prakat ho Tere hi kop se srishti bhasam ho
Jai kal mahakal jaikal mahakal Ho jaikal mahakal jaikal mahakal
Jeevan ka mrityu ka khela rachaya Ek laya duniya mein ek bhijwaya Insan bechare ne aansu bahaya Tera ye khela samajh hi na paya Tera ye khela samajh hi na paya
Soche ki apna koi khoya gawaya Jo tera tha wo jakar tujhme samaya Jo tera tha wo jakar tujhme samaya Tera tha wo jakar tujhme samaya Tera tha wo jakar tujhme samaya
Jai kal mahakal vikral shambhu Jeewan ho ya mrityu dono hi tum ho Janmo janmantar ki ladiyan ye kadiyan Har yoni har jeewan rakhwal tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakal Jaikal mahakal jaikal mahakal
Jaikal mahakal vikral shambhu Jeewan ho ya mrityu dono hi tum ho Janmo janmantar ki ladiyan ye kadiyan Har yoni har jeewan rakhwal tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakal Ho jaikal mahakal jaikal mahakal Jaikal mahakal
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Jaikal Mahakal

Album: Goodbye

Artist: Amit Trivedi, Suhas Sawant

Actor: Amitabh Bachchan, Rashmika Mandanna

Lyricist: Swanand Kirkire

Musician: Amit Trivedi

Label: Zee Music Company