Now readingAmit Trivedi

Jaikal Mahakal

Jaikal Mahakal

Jaikal Mahakal

Jaikal mahakal vikral shambhuJeewan ho ya mrityu dono hi tum hoJanmo janmantar ki ladiyan ye kadiyanHar yoni har jeewan rakhwal tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakalJaikal mahakal jaikal mahakal
Jai kal mahakal vikral shambhuJeewan ho ya mrityu dono hi tum hoJanmo janmantar ki ladiyan ye kadiyanHar yoni har jeewan rakhwal tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakalJai kal mahakal jaikal mahakal
Srishti ke sanchalak mahapran tum hoTum hi sukh tum hi duhkh nirvan tum hoSuraj se tejaswi sagar se nirmalChanda bhi taare bhi brahmand tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakalJai kal mahakal jaikal mahakal
Jeewan ki naiya tum patwar tum hoIs paar us paar majdhar tum hoKan kan ye har kshan ye tumse bana haiGoonje jo ghat bhitar omkar tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakalHo jaikal mahakal jaikal mahakal
Himalya ke sar ka sringar tum hoGanga ki pawan si ek dhaar tum hoDam dam dam damru ka ek naad tum hoShankhon ke hradayon ki hunkaar tum ho
Jaikal mahakal jaikal mahakalJaikal mahakal jaikal mahakal
Jaikal mahakal kripal shambhuTrilok vyape hai tere charan hoTeri kripa ho to jeewan prakat hoTere hi kop se srishti bhasam ho
Jai kal mahakal jaikal mahakalHo jaikal mahakal jaikal mahakal
Jeevan ka mrityu ka khela rachayaEk laya duniya mein ek bhijwayaInsan bechare ne aansu bahayaTera ye khela samajh hi na payaTera ye khela samajh hi na paya
Soche ki apna koi khoya gawayaJo tera tha wo jakar tujhme samayaJo tera tha wo jakar tujhme samayaTera tha wo jakar tujhme samayaTera tha wo jakar tujhme samaya
Jai kal mahakal vikral shambhuJeewan ho ya mrityu dono hi tum hoJanmo janmantar ki ladiyan ye kadiyanHar yoni har jeewan rakhwal tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakalJaikal mahakal jaikal mahakal
Jaikal mahakal vikral shambhuJeewan ho ya mrityu dono hi tum hoJanmo janmantar ki ladiyan ye kadiyanHar yoni har jeewan rakhwal tum ho
Jai kal mahakal jaikal mahakalHo jaikal mahakal jaikal mahakalJaikal mahakal
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Jaikal Mahakal Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Jaikal Mahakal?

Jaikal Mahakal is performed by Amit Trivedi and Suhas Sawant.

Which album is Jaikal Mahakal from?

Jaikal Mahakal appears on the album Goodbye.

Who wrote the lyrics for Jaikal Mahakal?

The lyrics for Jaikal Mahakal were written by Swanand Kirkire.

Who composed the music for Jaikal Mahakal?

The music for Jaikal Mahakal was composed by Amit Trivedi.

Which music label released Jaikal Mahakal?

Jaikal Mahakal is associated with Zee Music Company.

Who is featured in Jaikal Mahakal?

Amitabh Bachchan and Rashmika Mandanna is featured in Jaikal Mahakal.