Jalwa
Yeah yeah yeah yeah..Ya ya ya ya
Kaate kaat mere dil pe zubaan haiBhede dil ye aisa kamal haiSaala puchun aaj kiska khayal haiRaiton ki rani hai kisse kamal hai
Surmai bhari wo hai balaDekh ke usko zamana jalaMaya ka jaal hai uski kalaUske isharon pe main hu chala
Jab wo chale sansar jhukeJab wo mude taruni baheJab hath uthaye aandhi rukeJab palke jhukaye to waqt ruke
Darta karta fir bhi hai mera mannNaam sun ke badh jaye dhadkanMitti pe pade jab uske kadamKarde sakht zameen ko firse naram
Jalwa teri aankhon ka dekh ye jalwaMujhe paas bula mat sharmaTeri yaad mein roj hu jaltaDikha de tu apna jalwa
Teri aankhon ka dekh ye jalwaMujhe paas bula mat sharmaTeri yaad mein roj hu tadpaDikha de tu apna
Samundar ke jaise badhti leharBawandar ke jaise dhati keharSone sa chamke hai uska badanChoo de to amrit ban jaye zehar
Asli hai chehra use sab hai pataJaal hai gehra use kuch na chupaDil hai jo thehra use nahi hai pataKya teri maya zara mujhe bhi bata
Dhundhun main usko kahaHonthon pe jiske hai lipta jahanItna dard kyu maine sahaJab milne hi the dono jahan
Ruk gayi meri saans bhiMehsoos karne ki aas bhiGhul ja mujhme jaise chashniKat gayi hai saali raat bhi
Jalwa teri aankhon ka dekh ye jalwaMujhe paas bula mat sharmaTeri yaad mein roj hu jaltaDikha de tu apna jalwa
Teri aankhon ka dekh ye jalwaMujhe paas bula mat sharmaTeri yaad mein roj hu tadpaDikha de tu apna
Watch now
