Jamoore Lyrics – Chandu Champion
Jamoore Lyrics - Chandu Champion
Aadmi to ban ke janma Par mukaddar kya paya Yeah chal mukaddar wo dekha de Tu sikandar ka taaya
Sar ko jhuka ke duniya ke aage Chahe to maatha fodd Ya fir palat ke rakh de tu baazi Duniya ko pichhe chhod
Chal falak se taare tod Uchhal ke falak se taare tod
Oh haan chal falak se taare tod Jamoore falak se taare tod
Bahe dariya na tere sath Toh pagle dariya ka rukh hi mod Chal falak se taare tod Uchhal ke falak se taare tod
Aye tu zamane ki nazar mein Aaj khota sikka hain Wakt aane par batana Tu hukum ka ikka hai
Likhe ye baba aadam ke yug ke Saare niyam tu tod Bheed me rehke sadkon pe apni Aedi ragadna chhod
O haan chal falak se taare tod Uchhal ke falak se taare tod Haan chal falak se taare tod Jamoore falak se taare tod
Bahe dariya na tere sath Pagle dariya ka rukh tu mod Chal falak se taare tod Uchal ke falak se taare tod
Song Credits
Song: Jamoore
Album: Chandu Champion (Film)
Artist: Kailash Waghmare, Mame Khan
Actor: Kartik Aaryan
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Musician: Pritam
Label: T-Series
