Jawab Do
Sach ka samna karau main kaiseIs desh me kya chal rahaTumko batau kaiseRoj hote rapeBalatkari ghume khuleaamJanta bhi chup kyun ho jaatiSabki band juban
Jaan le lena kyun tumko lagta aasanZameer sabke dafan nahi bacha koi insaanIs soch ko tum badlo kyun kar rahe hindu musalmanTab kahan mar jate jab izzat lutti shareaam
Wo masoom bachi rape karke faink dia gayaWo masoom bachi jiska sirr kuchal diya gayaWo masoom bachi jinda jala diya gayaWo masoom bachi jispe zulam dhaa diya gaya
Sarhad pe marta foji fir bhi sab rehta chupBeta jika khota bas unko hi hota hai dukhMohabbat bato aur sath milkar raho kushDurghata ho jati pehle video bana leta rukk
Rajniti daldal ismein dhaste chale jaogeAtyachaar ke khilaf aawaj kab uthaogeGhotale pe ghotale yahan sabke dil kaleBadta bhrastachar yahan khauf mein hai sareSab maun kyun
Jawab do kya main sahi keh raha huJawab do kya tum sahi kar rahe hoJawab do apne dil se ye puchoJawab do kya upar wala kush tumse
Jawab do kya main sahi keh raha huJawab do kya tum sahi kar rahe hoJawab do apne dil se ye puchoJawab do kya upar wala kush tumse
Ansu se bheegi palkeAnsu ab naa rokk paunKehne ko bohat kuchHalat samjha naa pauu
Sab jante hai kya galat kya sahi haiTum dekh sakte lasheWo lashe main naa dekh paun
Dharam ke naam par ye ho rahe hai zatiwaadHindu muslim sikh isai jitne bhi mere bhai sabChod do sab aj se band karo ye khelVahan so raha bukha bacha khana milega usko kab
Sadak kinare dekhi gareebi ki jhopdiChehre pe udasi mil jaye 2 waqt ki rotiKhamoshi hoth sukhe huye pyaas seSukoon se naa sote jinki pass padi kothi
Rajneta khush bhaichara khatamHindu muslim karne me reh gaye humJinda kar insaniyat haiwan tu naa banKhusi milegi tujhe kar achhe karam
Ram ni kehte tum maro bekasooro koAlah na kehte tum maro bekasooro koDastoor bana lia tumne is chhoti si baat koInsaan bano pehle dharam batna tum bad ko
Jawab do kya main sahi keh raha huJawab do kya tum sahi kar rahe hoJawab do apne dil se ye puchoJawab do kya upar wala kush tumse
Jawab do kya main sahi keh raha huJawab do kya tum sahi kar rahe hoJawab do apne dil se ye puchoJawab do kya upar wala kush tumse
Jawab do.
Watch now
Jawab Do Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
FAQ
Good to know
Who sings Jawab Do?
Jawab Do is performed by Nazim Ahmed and S.U.H.
Who wrote the lyrics for Jawab Do?
The lyrics for Jawab Do were written by Nazim Ahmed.
Who composed the music for Jawab Do?
The music for Jawab Do was composed by S.U.H.
Which music label released Jawab Do?
Jawab Do is associated with Nazim Ahmed.
