Jazbaati Hai Dil Lyrics In Hindi
क्या यह कहे क्या यह करेकरता है सोचे न समझे बिनायह दिल अकल का है मारा
हो हो.. जाने जहाँ इससे मानाये ढीट न माने जाये वहाँदेखो जिसे दिल का मारा
ना लबों से बोलेना यह राज़ खोलेकोई hint ही नहीं दे क्या करे
करता है अपनी ही मनमानीहै पता नादानीफिर भी जान बूझ के ग़लती करे
जजबाती है दिलजजबाती है दिलजजबाती है दिल
सौ दफा यह टूटेगाजानता है डूबेगाइश्क़ के दरिया में येफिर भी जाके कूड़ेगा
काग़ज़ी फ़साने बेसुरे तरानेगाए धुन हो यादचाहे न इससेबिगड़ी औलादों सा मिजाज़ीकोई हो न राज़ीये तो बातें पूरी करके ही रहे
जजबाती है दिलजजबाती है दिलजजबाती है दिलजजबाती है दिल
Kya yeh kahe kya yeh kareKarta hai soche na samjhe binaYeh dil akal ka hai maara
Ho ho.. jaane jahaan isse manaYe dheet na maane jaye wahanDekho jise dil ka maara
Na labon se boleNa yeh raaz kholeKoi hint hi nahi de kya kare
Karta hai apni hi manmaaniHai pata nadaaniFir bhi jaan boojh ke galti kare
Jazbaati hai dilJazbaati hai dilJazbaati hai dil
Sau dafa yeh tootegaJaanta hai doobegaIshq ke dariya me yehFir bhi jaake koodega
Kaagazi fasane besure taraneGaaye dhun ho yaadChaahe na isseBigdi auladon sa mijaziKoi ho na raziYeh toh baatein poori karke hi rahe
Jazbaati hai dilJazbaati hai dilJazbaati hai dilJazbaati hai dil
Watch now
Jazbaati Hai Dil Music Video
Behind the song
Credits, facts & answers
A quick guide built from the verified credits attached to this song.
Performed by
Ananya Birla, Armaan Malik
From the album
Do Aur Do Pyaar (Film)
Words by
Kunaal Vermaa
Music by
Lost Stories
Music label
Panorama Music
Featuring
Pratik Gandhi, Vidya Balan
FAQ
Good to know
Who sings Jazbaati Hai Dil?
Jazbaati Hai Dil is performed by Ananya Birla and Armaan Malik.
Which album is Jazbaati Hai Dil from?
Jazbaati Hai Dil appears on the album Do Aur Do Pyaar (Film).
Who wrote the lyrics for Jazbaati Hai Dil?
The lyrics for Jazbaati Hai Dil were written by Kunaal Vermaa.
Who composed the music for Jazbaati Hai Dil?
The music for Jazbaati Hai Dil was composed by Lost Stories.
Which music label released Jazbaati Hai Dil?
Jazbaati Hai Dil is associated with Panorama Music.
Who is featured in Jazbaati Hai Dil?
Pratik Gandhi and Vidya Balan is featured in Jazbaati Hai Dil.
