Now readingArijit Singh

Kaala Jaadu

Kaala Jaadu

Kaala Jaadu

Tu meri ho gayi haiYe khabar to nayi haiTujhko bahon ke ghere meinChupke se aaja bandhu
Hota ishq meinKoi na koi to kaala jaadu
Na fikar hai na fitooriHai ishaq hi to zarooriYe to shaitano ko bhiKar deta hai poora sadhu
Hota ishq meinKoi na koi to kaala jaadu
Dil tera sar teraGehra hai gehra haiTu hai samundarTu sehra hai sehra hai
Kaala jaadu..
Jeena bhi tujhko haiChalna bhi tujhme haiMain tujhme chalta hoonTu mujhme thehra hai
Hota hai mitha zeharPagalpan ki hai koi leharYe to dhata hai dil pe kehar
VeeranaKarde ye sara shaharIsme koi aasani nahiYe to hai aag pani nahiJal jana
Sholon mein bhi maza haiJeene ki ye wajah haiIske badle mein chahun toApni main jaan bhi de doon
Hota ishq meinKoi na koi to kaala jaadu
Dil tera sar teraGehra hai gehra haiTu hai samundarTu sehra hai sehra hai
Kaala jaadu..
Jeena bhi tujhko haiChalna bhi tujhme haiMain tujhme chalta hoonTu mujhme thehra hai
Dil tera sar teraGehra hai gehra haiTu hai samundarTu sehra hai sehra hai
Kaala jaadu..
Jeena bhi tujhko haiChalna bhi tujhme haiMain tujhme chalta hoonTu mujhme thehra hai
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Kaala Jaadu Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Kaala Jaadu?

Kaala Jaadu is performed by Arijit Singh.

Which album is Kaala Jaadu from?

Kaala Jaadu appears on the album Freddy (Movie).

Who wrote the lyrics for Kaala Jaadu?

The lyrics for Kaala Jaadu were written by Irshad Kamil.

Who composed the music for Kaala Jaadu?

The music for Kaala Jaadu was composed by Pritam.

Which music label released Kaala Jaadu?

Kaala Jaadu is associated with Tips Official.

Who is featured in Kaala Jaadu?

Jeniffer Piccinato and Kartik Aaryan is featured in Kaala Jaadu.