Kachiyan Kachiyan Lyrics – Jubin Nautiyal

Kachiyan Kachiyan Lyrics

Roz rat takiye pe Aansuon ki barish hai Dhadkane nahi dil mein Gam ki rihaish hai
Roz rat takiye pe Aansuon ki barish hai Dhadkane nahi dil mein Gam ki rihaish hai
Ishq ho barabar ka Bas yahi thi chahatein Ek taraf bechaini kyun Ek taraf hai rahatein Tu soye main taare gina
Kachiyan kachiyan Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina
Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Tum ho soye yahan pe Main taare gina
Kachiyan kachiyan hai Nindra tere bina Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Tum ho soye yahan pe Main taare gina Kachiyan kachiyan
Mere labon pe to Bas hai shikayatein Milti nahi hai Kyun dard mein riyayatein
Hmm mere labon pe to Bas hai shikayatein Milti nahi hai Kyun dard mein riyayatein
Ye toota dil toote Khwabon ke silsile Aur kuch nahi hai Ye teri inayatein
Patjhad yahan wahan pe Gulabon ke mausam hai Dhadkane wahan zyada Saansein yahan kam hain Tu soye main taare gina
Kachiyaan kachiyaan Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina Tum ho soye yahan pe Main taare gina
Kachiyan kachiyan Kachiyan kachiyan hai Nindra tere bina Tum ho soye yahan pe Main taare gina
Main tere nazdeek Tu mujhse door hai Sochta hai dil Koi baat to zaroor hai
Sajna
Main tere nazdeek Tu mujhse door hai Sochta hai dil Koi baat to zaroor hai
Marzi hai teri Inn faaslon mein aakhir Itna bata kya Ye ishqe dastoor hai
Main udas baitha hoon Tu khushi bahon mein Manzilon pe tu hai Main reh gaya hoon rahon mein Tu soye main taare gina
Kachiyaan kachiyaan Kachiyan kachiyan hai Nindra tere bina Kachiyaan kachiyaan hai Nindra tere bina
Tum ho soye yahan pe Main taare gina Kachiyan kachiyan
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Kachiyaan Kachiyaan

Artist: Jubin Nautiyal

Actor: Amardeep Phogat, Ihana Dhillon, Karan Mehra

Lyricist: Kumaar

Musician: Meet Bros

Label: T-Series