Kadar Na Jaane Lyrics – Ipsitaa

Kadar Na Jaane Lyrics - Ipsitaa

Karega pyaar ki woh baatein, Banega wo bechara, Tujhe ye bhi main bata doon, Rahega woh aawara.
Milne ka jab main bolu, Deta koi bahaana, Kehta hai har kisi ko, Uska hi wo deewana.
Kadar na jaane, Daiya na jaane re, Kadar na jaane, Saiyaan na jaane re.
Qadar na jaane, Qadar na jaane, Hui baimani re.
Aankhon ke padh na sake jo ishaare, Kaise nikammon se dil na laga re, Jhoothi ye kasmein hai jhoothe ye laare, Bhaad mein jaayein ye saare ke saare.
Abhi too sunti jaa rahi hai, Kahein jo uski aankhein, Fir na aayengi samajh me, Samajhdaari ki baatein.
Abhi dekhe tu uske sapne, Wohi teri kahani, Aur bewajah firre tu, Ban ke uski deewani .
Par woh toh.
Kadar na jane, Daiya na jane re, Kadar na jaane, Saiyaan na jaane re.
Kadar na jaane, Hui baimani re.
Na jane na jane, Kadar kadar na jaane na jane, Kadar na jaane hui baimaani re….
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Kadar Na Jaane

Artist: Ipsitaa, Surabhi

Actor: Ipsitaa

Director: Saurabh Prajapati

Lyricist: Surabhi Dashputra

Musician: Arjuna Harjai

Label: Ipsitaa