Kahani Suno 2.0 Lyrics – Kaifi Khalil

Kahani Suno 2.0 Lyrics

Kahani suno haan zubani suno Mujhe pyaar hua tha iqraar hua tha Kahani suno haan zubani suno Mujhe pyaar hua tha iqraar hua tha Mujhe pyaar hua tha iqraar hua tha
Deewana hua mastana hua Teri chahat mein kitna fasana hua Tere aane ki khushboo tere jane ka manzar Tujhe milna padega ab zamana hua Sadayein suno haan jafayein suno
Mujhe pyaar hua tha iqraar hua tha Mujhe pyaar hua tha iqraar hua tha
Hai tamanna hamein tumhein dulhan banaye Tere hathon pe mehendi apne naam ki sajayein Tere lele balaye tere sadqe utarein Hai tamana hamein tumhein apna banaye
Nahi mushkil wafa zara dekho yaha Tere aankhon mein basta hai mera jahan Kabhi sun to zara jo me keh na saka Meri duniya tum hi ho tum hi aasara
Duaein suno sajayein suno Mujhe pyaar hua tha iqraar hua tha Kahani suno zubani suno Mujhe pyaar hua tha iqraar hua tha
Mujhe pyar hua tha Pyar hua tha Pyaar hua tha Pyaar hua tha Pyaar hua tha hmmm
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Kahani Suno 2.0