Kaun Tujhe Lyrics – Renuka Panwar | Haryanvi Song

Kaun Tujhe Lyrics

Har pal tanne sochu main Tujhme hi khoi rehti hoon Tere dil ke andar main Dhadkan banke dhadakti hoon
Naam tera jad lewe koi Tere naam se haami bharti hoon Kaun tanne nyu pyaar karega Jis tariya main karti hoon
Haan aa aa aa..
Tu hi se duniya meri Tu ae se mera jahan Bin kahe sunlu main Jo tere dil mein chhupa
Suniye sada ae kehwe se hawa ye Tujhme meri duniya basi
Tere bina jo jeena pade Uss pal te main darti hoon Kaun tanne nyu pyaar karega Jis tariya main karti hoon
Haan aa aa aa..
Tere ishq ki hawa Rooh ne meri chooh gayi Kaisa yo jaadoo karya Main ab main na rahi
Kaisa safar hai Na koi bhi dar hai Dil mera jawe re uda
Tu barish banke aaya Main boond ki tarah barasti hoon Kaun tanne nyu pyar karega Jis tariya main karti hoon
Haan aa aa aa..
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Kaun Tujhe

Artist: Renuka Panwar

Lyricist: Renuka Panwar

Musician: Amaal Mallik

Label: T-Series Haryanvi