Khoya Sab Lyrics – Yungsta, Lisa Mishra | Kshmr

Khoya Sab Lyrics

Khoya sath lage khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Royi nahi Uthaye jokhim humne roz hi naye Jab thi khane ko roji roti nahi
Mili ijjat mili takat Par talasha maine chayn Thoda jab na mila woh hi kahin Khoja khud mein bhi aur khoja jag Khudki khamiyan par khoji nahi
Ye maya ka hai moh ni sahi Ye maya ka hai moh ni sahi Khoya pyaar ismein khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Royi nahi
Kya hai sahi aur hai galat kya Mujhe nahi pata hai farak kya Bas dekha apno ko sote bhooke peyt Aur janta hota woh dard kya Chukaye jo sar the karze mere Jo jeeta nahi main woh shart kya Iss haar aur jeet ke beech mein Rehta khauf mera aajaye ant na
Dikhe bas kohra aage Lage khudko he kho raha main Kya tha main pehle Aur kya ban gaya main Kare ye ijjat meri ya kare ye daya Mujhko dekh ke
Choti pe hu khada main Par ja rahi zameen ye Pairon ke neeche se fisal Is maya ke jaal se Chahu ke jaau main nikal Rehti hai apno ki jaano ki fikar
Neendein haram Karu main shant kaise sar mein Chalti aawajon ko Hone ni deta kabhi namm in aankhon ko Par kaise badlu main ab in haalaton ko Karne hai poore kuch adhoore khwabon ko Kaise chalau main wapas se Thami un saanson ko
Khoya sath lage khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Royi nahi Uthaye jokhim humne roz hi naye Jab thi khane ko roji roti nahi
Mili ijjat mili takat Par talasha maine chayn Thoda jab na mila woh hi kahin Khoja khud mein bhi aur khoja jag Khudki khamiyan par khoji nahi..
Ye maya ka hai moh ni sahi Ye maya ka hai moh ni sahi Khoya pyaar ismein khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Royi nahi
Mujhe lagta tha hu main shapit Fir pata chala ke Main khud hi hu shrap Kitne jo khade khilaf Hai meri sangat kharab Tha mera mattha kharab Jo kheecha tujhe bhi is daldal mein Khatron se bhare is jungle mein
Hai mera kasoor Jane diya tujhe ghar wapis akele us raat Ye jaan ke bhi ki ho rahi gun teri jam Aur dushman ne kar diya jung ka elaan Par na tha janta main Hogi meri kismat itni kharab Ke ussi din teri jaan ke aayenge peeche wo Karte vaar bhi jo peeche se
Geedad ye puntar gali ke the Jabse hui zindagi behtar apni Saale jalte tabhi se the
Aaya bhabhi ka call Tu gharpe aaya ni laut ke Aa pata jab tak samajh ke hua kya hai Tab tak ho chuki thi bahot deyr Usne toh de bhi di maafi Par na kar pata main khud hi ko maaf Toot gaya andar se main bhi Jab haathon mein mere toddi Tune saans lage khoya sab
Khoya sath lage khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Royi nahi Uthaye jokhim humne roz hi naye Jab thi khane ko roji roti nahi
Mili ijjat mili takat Par talasha maine chayn Thoda jab na mila woh hi kahin Khoja khud mein bhi aur khoja jag Khudki khamiyan par khoji nahi
Ye maya ka hai moh ni sahi Ye maya ka hai moh ni sahi Khoya pyaar ismein khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Royi nahi
Khoya sath lage khoya sab Par ye aankhein kabhi royi nahi Royi nahi Uthaye jokhim humne roz hi naye Jab thi khane ko roji roti nahi
Mili ijjat mili takat Par talasha maine chayn Thoda jab na mila woh hi kahin Khoja khud mein bhi aur khoja jag Khudki khamiyan par khoji nahi haan
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Khoya Sab

Album: Karam

Artist: Lisa Mishra, Yungsta

Lyricist: Lisa Mishra, Yungsta

Musician: Kshmr

Label: Kshmr