Khuda Badal Diya Lyrics – Sumit Bhalla | Surbhi Jyoti
Khuda Badal Diya Lyrics
Mohabbat mohabbat Ye kya laga rakha hai Mohabbat mohabbat Ye kya laga rakha hai
Dhokha fareb kya kya Ismein mila rakha hai Dhokha fareb kya kya Ismein mila rakha hai
2-4 maine aise kuch Sawal kya kiye Ik pal mein tune Apna chehra badal liya
Kya naam doon tujhe Kaafir ya bewafa Kya naam doon tujhe Kaafir ya bewafa
Keh ke mujhe khuda Khuda badal diya
Kya naam doon tujhe Kaafir ya bewafa Keh ke mujhe khuda Khuda badal diya
Gir ke toot jata To main jod leta ho ho
Gir ke toot jata To main jod leta Toot ke gira hai dil Kya ilaj ho
Mere aasman ki Tum hawa to ho par Aaj kal na jane Kyun mere khilaaf ho
Kuch to jawab do Ki aisi baat kya hui Ke baat karne ka bhi Lehja badal liya
Kya naam doon tujhe Kaafir ya bewafa Kya naam doon tujhe Kaafir ya bewafa
Keh ke mujhe khuda Khuda badal diya
Kya naam doon tujhe Kaafir ya bewafa Keh ke mujhe khuda Khuda badal diya
Song Credits
Song: Khuda Badal Diya