Kitna Maza Aayega Lyrics – Gajendra Verma
Kitna Maza Aayega Lyrics
Soch! kitna maza aayega Jab hum tum Pahado ke shehar mein rahenge Aur tere mere din bhi kuch Ghanto mein guzrenge
Soch! kitna maza aayega Jab hum tum bas Ek hi sadak pe chalenge Hathon mein haath liye Bas baatein karenge
Baatein, kuch anjaani si Kuch nakli si, kuch deewaani si Oh humpe yeh samaa bhi muskurayega Soch kitna mazza ayega Ha ha ha ha ha haa, ha, ha ha Maza aayega Ha ha ha ha ha ha, haa, ha ha
Aam ka paudha Jo bachpan mein boya tha Ek raja ka beta Jo jungle mein khoya tha
Ek aam ka paudha Jo bachpan mein boya tha Ek raja ka beta Jo jungle mein khoya tha
Oh teri ye sab baatein Mujhe acchi lagti hain O jab tu choti si Aur pyari si 5 saal ki Ek bachi lagti hai
Ho o koi purana kissa tere chehre pe Hansi layega Soch kitna maza aayega Ha ha ha ha ha ha, haa, ha ha Maza aayega Ha ha ha ha ha ha, haa, ha ha
        Song Credits
Song: Kitna Maza Aayega
Album: Summary - Chapter 02
Artist: Gajendra Verma
Actor: Gajendra Verma, Manasi Moghe
Lyricist: Gajendra Verma
Musician: Gajendra Verma
Label: Gajendra Verma
