Koi Khata Lyrics – Saurabh Gangal | Anushka Gupta
Koi Khata Lyrics
Hathon mein hath thi Tab bichde hai hum Kyun kaise kab hua ye bata
Dil to na chaah raha tha Phir chaaha kyun humne Kyun aisa kya hua ye bata
Kuch kehna hai tumse Sun to lo ik dafaa Kya kuch na bacha hai darmiyaan
Kya main batau tujhe Khud hi hoon main gamzada Teri hi hai ya meri koi khata
Kya main batau tujhe Khud hi hoon main gamzada Teri hi hai ya meri koi khata
Mil na rahi hasne ki wajah Tujhse hi thi meri daastan Har pal badh raha Seene mein dard sa
Sab kuch kho gaya Kuch bhi na bacha Kya pauchegi khuda tak ye arziyaan
Kya main batau tujhe Khud hi hoon main gamzada Teri hi hai ya meri koi khata
Hona tha jo wo ho hi gaya Chaaha tha na jo wo mil hi gaya Dil ye keh raha dil ki suno Yun chup na raho kuch to kaho Kya dikh na rahi hai dooriyan
Kya main batau tujhe Khud hi hoon main gamzada Teri hi hai ya meri koi khata
Kya main batau tujhe Khud hi hoon main gamzada Teri hi hai ya meri koi khata
Song Credits
Song: Koi Khata
Artist: Anushka Gupta, Saurabh Gangal
Actor: Kanchi Singh, Vin Rana
Lyricist: Anushka Gupta, Saurabh Gangal
Musician: Abhishek Gupta
Label: Zee Music Company