Now readingMunawar Faruqui

Kuch Yaadein

Kuch Yaadein

Kuch Yaadein

Fir tanhaiyon me ghir raha hoonMujhe firse dhundhe hai mera kal
Yaadoon se bhi lad raha hoon mainUnhi yaadon mein dooba din bhar ek palKabhi mil sake agar kya mil payengeSab hum bhool kar bhool kar
Kuch yaadein hai jo jeene na deKuch yaadein hai jo zinda rakhe hameKuch yaadein hai jo jeene na deKuch yaadein teri zinda rakhe hame
Sihana khali mujhe yaad teri aa rahiBhookh maar chuki hai fikr teri khaa rahiTere bina khud ko dekh bhi nahi saktaGhar ke aahinon pe bas dhool jamti ja rahi hai
Jab uthe hath mere toh bas duaon meinLe ke andhere tujhe de raha subahon meinIs ke alava dene ko kya hi bacha haiAgar ye aashiqui jua to kitni bar luta hu main
Jalaye sardion barsaat mein wo baat nahi haiSab kuch hai paas mere sath tera sath nahi haiRakhe aaya tha main phool dahleez peBadal liya thikna tune khair koi baat nahi hai
Na jaane kaisa yeh sajdon mein shor haiTere baad mehfil-e-khamosh haiHum donon hubahu ek jaise haiMain kehta uska wo kehti mera dosh hai
Aa ke dekh teri yaad ne kya kar diya haiYahan aa ke dekh samndar is mein bhar liya haiTaras ata nahi haal par khud keMain ne khud ke khilaaf khud ko kar liya hai
Kuch yaadein hai jo jeene na deKuch yaadein teri zinda rakhe hame
Found a mistake in these lyrics? Please send us the correct lyrics through the contact form.

Watch now

Kuch Yaadein Music Video

Behind the song

Credits, facts & answers

A quick guide built from the verified credits attached to this song.

FAQ

Good to know

Who sings Kuch Yaadein?

Kuch Yaadein is performed by Munawar Faruqui and Suyyash Rai.

Who wrote the lyrics for Kuch Yaadein?

The lyrics for Kuch Yaadein were written by Munawar Faruqui and Suyyash Rai.

Who composed the music for Kuch Yaadein?

The music for Kuch Yaadein was composed by Siddharth Singh and Suyyash Rai.

Which music label released Kuch Yaadein?

Kuch Yaadein is associated with VYRLOriginals.

Who is featured in Kuch Yaadein?

Aneri Vajane, Ankita Kukreti and Munawar Faruqui is featured in Kuch Yaadein.