Kya Hua Tera Wada Lyrics – Sanam
Kya Hua Tera Wada Lyrics
Yaad hai mujhko Tune kaha tha Tumse nahin roothenge kabhi
Dil ki tarah se Haath milein hain Kaise bhala chootenge kabhi
Teri baahon mein Beeti har shaam Bewafa yeh bhi Kya yaad nahi
Kya hua tera wada Wo kasam wo iraada Bhoolega dil jis din tumhein Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada Woh kasam woh iraada
O kehne wale mujhko farebi Kaun farebi hai ye bata Woh jisne gham liya pyar ke khatir Ya jisne pyar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya Ke tujhe kuch bhi yaad nahi
Kya hua tera wada Woh kasam woh iraada Bhoolega dil jis din tumhein Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada Woh kasam woh iraada
Song Credits
Song: Kya Hua Tera Wada
Artist: Sanam
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Musician: Band Sanam
Label: Saregama Music