Kya Hua Tera Wada Lyrics – Sanam
Kya Hua Tera Wada Lyrics
Yaad Hai Mujhko
Tune Kaha Tha
Tumse Nahin Roothenge Kabhi
Dil Ki Tarah Se
Haath Milein Hain
Kaise Bhala Chootenge Kabhi
Teri Baahon Mein
Beeti Har Shaam
Bewafa Yeh Bhi
Kya Yaad Nahi
Kya Hua Tera Wada
Wo Kasam Wo Iraada
Bhoolega Dil Jis Din Tumhein
Woh Din Zindagi Ka Aakhri Din Hoga
Kya Hua Tera Wada
Woh Kasam Woh Iraada
O Kehne Wale Mujhko Farebi
Kaun Farebi Hai Ye Bata
Woh Jisne Gham Liya Pyar Ke Khatir
Ya Jisne Pyar Ko Bech Diya
Nasha Daulat Ka Aisa Bhi Kya
Ke Tujhe Kuch Bhi Yaad Nahi
Kya Hua Tera Wada
Woh Kasam Woh Iraada
Bhoolega Dil Jis Din Tumhein
Woh Din Zindagi Ka Aakhri Din Hoga
Kya Hua Tera Wada
Woh Kasam Woh Iraada
Kya Hua Tera Wada Music Video
If Found Any Mistake in above lyrics?, Let us know using contact form with correct lyrics!
Kya Hua Tera Wada Song Info:
Song: | Kya Hua Tera Wada |
Singer(s): | Sanam |
Musician(s): | Band Sanam |
Lyricist(s): | Majrooh Sultanpuri |
Label(©): | Saregama Music |