Kya Karein Lyrics – Ananya Birla

Kya Karein Lyrics

Chaha bahut ke chahe tumhe, Raaz apne dil ke bataye tumhe, Duniya se hum chura ke tumhe, Khwabon mein apne basaye tumhe.
Par ye dil ka mamla hai, Kya karein, Ye dil na manta hai, Kya karein.
Yadon mein uljha hua hai, Mohabbat se khafa, Dil kya karein.
Sambhale hue hai dard kayi, Reh na gaya ho bakaya koi, Khauf kaho ya tajurba sahi, Dil pehle jaise ab dhadakta nahi.
Par ye dil ka mamla hai, Kya karein, Ye dil na manta hai, Kya karein.
Yadon mein uljha hua hai, Mohabbat se khafa, Dil kya karein.
Ek baar ko ye maan lo, Pehle jo bhi hua hoga nahi, Aur is dafa jo kuch bhi ho, Hum pyaar mein badlenge nahi, Bilkul nahi.
Par ye dil ka mamla hai, Kya karein, Ye dil na manta hai, Kya karein.
Yadon mein uljha hua hai, Mohabbat se khafa, Dil kya karein.
If Found Any Mistake in above lyrics?, Report using contact form with correct lyrics!

Song Credits

Song: Kya Karein