Kya Kiya Hain Tune Lyrics – Armaan Malik | Palak Muchhal
Kya Kiya Hain Tune Lyrics
Kholi hai khidki maine Is naajuk se dil ki Jage hai dekho phir se Khawab hajar
Banke lehar tu aayi Rooh se yun takrayi Sadiyon se tha is pal ke Liye bekarar
Kya kiya hain tune Kya kiya hain tune Kya kiya hain tune Mere yaar
Jo jeene lagaa hoon phir se Khone laga hu khud se Kya kiya hain tune Mere yaar
Shayad khatam hai Ya phir bacha hai Dil mein kahi pe Tumhara intezar
Tu samne se aise hai gujra Hone laga hai humko Tumse hi pyaar
Sauda ye do dilon ka Lagta hai kuch palon ka Na hoga ye humse bar bar
Kya kiya hain tune Kya kiya hain tune Kya kiya hain tune Mere yaar
Jo jeene lagaa hoon phir se Khone lagi hu khud se Kya kiya hain tune Mere yaar
Kya kiya hain tune Kya kiya hain tune Kya kiya hain tune Mere yaar
Song Credits
Song: Kya Kiya Hain Tune
Album: Broken But Beautiful 3
Artist: Armaan Malik, Palak Muchhal
Lyricist: Rashmi Virag
Musician: Amaal Mallik
Label: ALTBalaji
